Safar Sarabon Ka Bas Aaj KaTne Wala Hai, Urdu Ghazal By Shoaib Nizam

Safar Sarabon Ka Bas Aaj KaTne Wala Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shoaib Nizam. Safar Sarabon Ka Bas Aaj KaTne Wala Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Safar Sarabon Ka Bas Aaj KaTne Wala Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر سرابوں کا بس آج کٹنے والا ہے

شعیب نظام

سفر سرابوں کا بس آج کٹنے والا ہے

کہ میرے پاؤں سے دریا لپٹنے والا ہے

اٹھو کہ اب تو تمازت کا ذائقہ چکھ لیں

شجر کا سایہ شجر میں سمٹنے والا ہے

تو پھر یقین کی سرحد میں وار کر مجھ پر

گماں کی دھند میں جب تیر اچٹنے والا ہے

تو اتنا جس کی ضیا باریوں پہ نازاں ہے

غبار شب سے وہ چہرہ بھی اٹنے والا ہے

یہ ایک سایہ غنیمت ہے روک لو ورنہ

یہ روشنی کے بدن سے لپٹنے والا ہے

شعیب نظام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Sarabon Ka Bas Aaj KaTne Wala Hai

Shoaib Nizam

safar sarabon ka bas aaj kaTne wala hai
ki mere panw se dariya lipaTne wala hai

uTho ki ab to tamazat ka zaiqa chakh len
shajar ka saya shajar mein simaTne wala hai

to phir yaqin ki sarhad mein war kar mujh par
guman ki dhund mein jab tir uchaTne wala hai

tu itna jis ki ziya-bariyon pe nazan hai
ghubar-e-shab se wo chehra bhi aTne wala hai

ye ek saya ghanimat hai rok lo warna
ye raushni ke badan se lipaTne wala hai

(436) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Sarabon Ka Bas Aaj KaTne Wala Hai written by Shoaib Nizam at UrduPoint. Safar Sarabon Ka Bas Aaj KaTne Wala Hai is one of the masterpieces written by Shoaib Nizam. You can also find the complete poetry collection of Shoaib Nizam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shoaib Nizam' above.

Safar Sarabon Ka Bas Aaj KaTne Wala Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Sarabon Ka Bas Aaj KaTne Wala Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.