Wahi Meri KHushi Ka Masala Hai, Urdu Ghazal By Shoaib Zaman

Wahi Meri KHushi Ka Masala Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shoaib Zaman. Wahi Meri KHushi Ka Masala Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Wahi Meri KHushi Ka Masala Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہی میری خوشی کا مسئلہ ہے

شعیب زمان

وہی میری خوشی کا مسئلہ ہے

جو صحرا میں نمی کا مسئلہ ہے

شجر بھی تو زمیں کے پھیپھڑے ہیں

نہ کاٹو زندگی کا مسئلہ ہے

ترا چہرہ ہے دھند آلود یوں بھی

بصارت میں کمی کا مسئلہ ہے

ہمیں مشکوک نظروں سے نہ دیکھیں

محبت تو سبھی کا مسئلہ ہے

نکل آئی ہے منہ سے بات ایسی

کہ جس کی واپسی کا مسئلہ ہے

مرا دفتر سے جانا لازمی ہے

محلے میں کسی کا مسئلہ ہے

شعیب زمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahi Meri KHushi Ka Masala Hai

Shoaib Zaman

wahi meri KHushi ka masala hai
jo sahra mein nami ka masala hai

shajar bhi to zamin ke phephDe hain
na kaTo zindagi ka masala hai

tera chehra hai dhund-alud yun bhi
basarat mein kami ka masala hai

hamein mashkuk nazron se na dekhen
mohabbat to sabhi ka masala hai

nikal aai hai munh se baat aisi
ki jis ki wapsi ka masala hai

mera daftar se jaana lazmi hai
mohalle mein kisi ka masala hai

(411) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahi Meri KHushi Ka Masala Hai written by Shoaib Zaman at UrduPoint. Wahi Meri KHushi Ka Masala Hai is one of the masterpieces written by Shoaib Zaman. You can also find the complete poetry collection of Shoaib Zaman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shoaib Zaman' above.

Wahi Meri KHushi Ka Masala Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahi Meri KHushi Ka Masala Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.