Dil Bahut Be-qarar Hota Hai, Urdu Ghazal By Siddiq Fatahpuri

Dil Bahut Be-qarar Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siddiq Fatahpuri. Dil Bahut Be-qarar Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Bahut Be-qarar Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل بہت بے قرار ہوتا ہے

صدیق فتح پوری

دل بہت بے قرار ہوتا ہے

جب ترا انتظار ہوتا ہے

بانسری کی صدا پہ مت جانا

اس کا سینہ فگار ہوتا ہے

یہ سیاسی مچان ہے کہ جہاں

خود شکاری شکار ہوتا ہے

روز ہوتی کہاں ہے چشم کرم

حادثہ ایک بار ہوتا ہے

ان کی یادوں کے پھول کھلتے ہیں

موسم خوش گوار ہوتا ہے

کیوں سفر میں ہے دھوپ کا احساس

جب شجر سایہ دار ہوتا ہے

لب پہ ہوتا ہے اختیار مگر

دل پہ کب اختیار ہوتا ہے

جس کا پرسان حال کوئی نہیں

اس کا پروردگار ہوتا ہے

تذکرہ بزم غیر میں صدیقؔ

آج بھی بار بار ہوتا ہے

صدیق فتح پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Bahut Be-qarar Hota Hai

Siddiq Fatahpuri

dil bahut be-qarar hota hai
jab tera intizar hota hai

bansuri ki sada pe mat jaana
us ka sina figar hota hai

ye siyasi machan hai ki jahan
KHud shikari shikar hota hai

roz hoti kahan hai chashm-e-karam
hadisa ek bar hota hai

un ki yaadon ke phul khilte hain
mausam-e-KHush-gawar hota hai

kyon safar mein hai dhup ka ehsas
jab shajar saya-dar hota hai

lab pe hota hai iKHtiyar magar
dil pe kab iKHtiyar hota hai

jis ka pursan-e-haal koi nahin
us ka parwardigar hota hai

tazkira bazm-e-ghair mein 'siddiq'
aaj bhi bar-bar hota hai

(494) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Bahut Be-qarar Hota Hai written by Siddiq Fatahpuri at UrduPoint. Dil Bahut Be-qarar Hota Hai is one of the masterpieces written by Siddiq Fatahpuri. You can also find the complete poetry collection of Siddiq Fatahpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siddiq Fatahpuri' above.

Dil Bahut Be-qarar Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Bahut Be-qarar Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.