Ba-zahir Jo Nazar Aate Ho Tum Masrur Aisa Kaise Karte Ho, Urdu Ghazal By Siraj Ajmali

Ba-zahir Jo Nazar Aate Ho Tum Masrur Aisa Kaise Karte Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siraj Ajmali. Ba-zahir Jo Nazar Aate Ho Tum Masrur Aisa Kaise Karte Ho comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ba-zahir Jo Nazar Aate Ho Tum Masrur Aisa Kaise Karte Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بظاہر جو نظر آتے ہو تم مسرور ایسا کیسے کرتے ہو

سراج اجملی

بظاہر جو نظر آتے ہو تم مسرور ایسا کیسے کرتے ہو

بتانا تو سہی ویرانئ دل کا نظارہ کیسے کرتے ہو

تمہاری اک ادا تو واقعی تعریف کے قابل ہے جان من

میں ششدر ہوں کہ اس کو پیار اتنا بے تحاشا کیسے کرتے ہو

سنا ہے لوگ دریا بند کر لیتے ہیں کوزے میں ہنر ہے یہ

مگر تم منصفی سے یہ کہو قطرے کو دجلہ کیسے کرتے ہو

ہماری بات پر وہ کان دھرتا ہی نہیں ہے ٹال جاتا ہے

تمہیں کیا کیا نہیں حاصل کہو عرض تمنا کیسے کرتے ہو

تعجب ہے تعلق یاد رکھنا اور پھر آرام سے سونا

اگر اس کو بھلا پائے نہیں اب تک سویرا کیسے کرتے ہو

تمہاری آہ کا یہ کون سا انداز ہے واضح نہیں ہوتا

معمہ یہ نہیں کھلتا کہ تم دریا کو صحرا کیسے کرتے ہو

سراج اجملی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ba-zahir Jo Nazar Aate Ho Tum Masrur Aisa Kaise Karte Ho

Siraj Ajmali

ba-zahir jo nazar aate ho tum masrur aisa kaise karte ho
batana to sahi virani-e-dil ka nazara kaise karte ho

tumhaari ek ada to waqai tarif ke qabil hai jaan-e-man
main shashdar hun ki us ko pyar itna be-tahasha kaise karte ho

suna hai log dariya band kar lete hain kuze mein hunar hai ye
magar tum munsifi se ye kaho qatre ko dajla kaise karte ho

hamari baat par wo kan dharta hi nahin hai Tal jata hai
tumhein kya kya nahin hasil kaho arz-e-tamanna kaise karte ho

tajjub hai talluq yaad rakhna aur phir aaram se sona
agar us ko bhula pae nahin ab tak sawera kaise karte ho

tumhaari aah ka ye kaun sa andaz hai wazeh nahin hota
muamma ye nahin khulta ki tum dariya ko sahra kaise karte ho

(518) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ba-zahir Jo Nazar Aate Ho Tum Masrur Aisa Kaise Karte Ho written by Siraj Ajmali at UrduPoint. Ba-zahir Jo Nazar Aate Ho Tum Masrur Aisa Kaise Karte Ho is one of the masterpieces written by Siraj Ajmali. You can also find the complete poetry collection of Siraj Ajmali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siraj Ajmali' above.

Ba-zahir Jo Nazar Aate Ho Tum Masrur Aisa Kaise Karte Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ba-zahir Jo Nazar Aate Ho Tum Masrur Aisa Kaise Karte Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.