Jhuka Ke Sar Ko Chalna Jis Jagah Ka Qaeda Tha, Urdu Ghazal By Siraj Ajmali

Jhuka Ke Sar Ko Chalna Jis Jagah Ka Qaeda Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siraj Ajmali. Jhuka Ke Sar Ko Chalna Jis Jagah Ka Qaeda Tha comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Jhuka Ke Sar Ko Chalna Jis Jagah Ka Qaeda Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جھکا کے سر کو چلنا جس جگہ کا قاعدہ تھا

سراج اجملی

جھکا کے سر کو چلنا جس جگہ کا قاعدہ تھا

مرے سر کی بلندی سے وہاں محشر بپا تھا

قصور بے خودی میں جس کو سولی دی گئی ہے

ہمارے ہی قبیلے کا وہ تنہا سرپھرا تھا

اسے جس شب مدھر آواز میں گانا تھا لازم

روایت ہے کہ اس شب بھی پرندہ چپ رہا تھا

فرشتے دم بخود خائف سراسیمہ فضا تھی

ہجوم گمرہاں تھا اور خدا کا سامنا تھا

مسافر جس کے رکنے کی توقع تھی زیادہ

نہ جانے کیوں بہت جلدی سفر پر چل دیا تھا

سراج اجملی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jhuka Ke Sar Ko Chalna Jis Jagah Ka Qaeda Tha

Siraj Ajmali

jhuka ke sar ko chalna jis jagah ka qaeda tha
mere sar ki bulandi se wahan mahshar bapa tha

qusur-e-be-KHudi mein jis ko suli di gai hai
hamare hi qabile ka wo tanha sar-phira tha

use jis shab madhur aawaz mein gana tha lazim
riwayat hai ki us shab bhi parinda chup raha tha

farishte dam-ba-KHud KHaif sarasima faza thi
Hujum-e-gumrahan tha aur KHuda ka samna tha

musafir jis ke rukne ki tawaqqo thi zyaada
na jaane kyun bahut jaldi safar par chal diya tha

(465) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jhuka Ke Sar Ko Chalna Jis Jagah Ka Qaeda Tha written by Siraj Ajmali at UrduPoint. Jhuka Ke Sar Ko Chalna Jis Jagah Ka Qaeda Tha is one of the masterpieces written by Siraj Ajmali. You can also find the complete poetry collection of Siraj Ajmali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siraj Ajmali' above.

Jhuka Ke Sar Ko Chalna Jis Jagah Ka Qaeda Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jhuka Ke Sar Ko Chalna Jis Jagah Ka Qaeda Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.