Marhale SaKHt Bahut Pesh-e-nazar Bhi Aae, Urdu Ghazal By Siraj Ajmali

Marhale SaKHt Bahut Pesh-e-nazar Bhi Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siraj Ajmali. Marhale SaKHt Bahut Pesh-e-nazar Bhi Aae comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Marhale SaKHt Bahut Pesh-e-nazar Bhi Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرحلے سخت بہت پیش نظر بھی آئے

سراج اجملی

مرحلے سخت بہت پیش نظر بھی آئے

ہم مگر طے یہ سفر شان سے کر بھی آئے

اس سفر میں کئی ایسے بھی ملے لوگ ہمیں

جو بلندی پہ گئے اور اتر بھی آئے

صرف ہونے سے کہاں مسئلہ حل ہوتا ہے

پس دیوار کوئی ہے تو نظر بھی آئے

دل اگر ہے تو نہ ہو درد سے خالی کسی طور

آنکھ اگر ہے تو کسی بات پہ بھر بھی آئے

سراج اجملی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Marhale SaKHt Bahut Pesh-e-nazar Bhi Aae

Siraj Ajmali

marhale saKHt bahut pesh-e-nazar bhi aae
hum magar tai ye safar shan se kar bhi aae

is safar mein kai aise bhi mile log hamein
jo bulandi pe gae aur utar bhi aae

sirf hone se kahan masala hal hota hai
pas-e-diwar koi hai to nazar bhi aae

dil agar hai to na ho dard se KHali kisi taur
aankh agar hai to kisi baat pe bhar bhi aae

(413) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Marhale SaKHt Bahut Pesh-e-nazar Bhi Aae written by Siraj Ajmali at UrduPoint. Marhale SaKHt Bahut Pesh-e-nazar Bhi Aae is one of the masterpieces written by Siraj Ajmali. You can also find the complete poetry collection of Siraj Ajmali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siraj Ajmali' above.

Marhale SaKHt Bahut Pesh-e-nazar Bhi Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Marhale SaKHt Bahut Pesh-e-nazar Bhi Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.