Tamanna Dil Mein Ghar Karti Bahut Hai, Urdu Ghazal By Sohail Ahmed Zaidi

Tamanna Dil Mein Ghar Karti Bahut Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sohail Ahmed Zaidi. Tamanna Dil Mein Ghar Karti Bahut Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tamanna Dil Mein Ghar Karti Bahut Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تمنا دل میں گھر کرتی بہت ہے

سہیل احمد زیدی

تمنا دل میں گھر کرتی بہت ہے

ہوا اس دشت میں چلتی بہت ہے

جمانا رنگ اس دنیا سے سیکھے

کہ ہے تو کچھ نہیں بنتی بہت ہے

اسے اک پل کبھی رہنے نہ دینا

پھپھوندی قلب پر جمتی بہت ہے

کہ ساری عمر انگارے چنے ہیں

ہتھیلی ہاتھ کی جلتی بہت ہے

سہیلؔ احمد سمجھ کر صرف کرنا

ذرا سی زندگی لگتی بہت ہے

سہیل احمد زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tamanna Dil Mein Ghar Karti Bahut Hai

Sohail Ahmed Zaidi

tamanna dil mein ghar karti bahut hai
hawa is dasht mein chalti bahut hai

jamana rang is duniya se sikhe
ki hai to kuchh nahin banti bahut hai

use ek pal kabhi rahne na dena
phaphundi qalb par jamti bahut hai

ki sari umr angare chune hain
hatheli hath ki jalti bahut hai

'suhail-ahmad' samajh kar sarf karna
zara si zindagi lagti bahut hai

(328) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tamanna Dil Mein Ghar Karti Bahut Hai written by Sohail Ahmed Zaidi at UrduPoint. Tamanna Dil Mein Ghar Karti Bahut Hai is one of the masterpieces written by Sohail Ahmed Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Sohail Ahmed Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sohail Ahmed Zaidi' above.

Tamanna Dil Mein Ghar Karti Bahut Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tamanna Dil Mein Ghar Karti Bahut Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.