Safhon Ki Qaid Se Unhen Aazad Kijiye, Urdu Ghazal By Sohil Barelvi

Safhon Ki Qaid Se Unhen Aazad Kijiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sohil Barelvi. Safhon Ki Qaid Se Unhen Aazad Kijiye comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Safhon Ki Qaid Se Unhen Aazad Kijiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صفحوں کی قید سے انہیں آزاد کیجیے

سوہل بریلوی

صفحوں کی قید سے انہیں آزاد کیجیے

کچھ شعر تر ہوئے ہوں تو ارشاد کیجیے

شیشے سے روز آتی ہے بس ایک ہی سدا

روتی ہوئی یہ شکل کبھی شاد کیجیے

سینہ سے دل نکل کے ہی آ جائے روبرو

اک روز اتنا آپ مجھے یاد کیجیے

بس ایک کام آتا ہے دنیا کو خوب تر

جو شخص خوش دکھائی دے ناشاد کیجیے

یہ دن خوشی کا دن ہے اسے چھوڑ کر حضور

آباد دل کو پھر کبھی برباد کیجیے

سوہلؔ یہ اشک آنکھ میں کیوں روک کر رکھے

آزاد پنچھیوں کو تو آزاد کیجیے

سوہل بریلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safhon Ki Qaid Se Unhen Aazad Kijiye

Sohil Barelvi

safhon ki qaid se unhen aazad kijiye
kuchh sher-e-tar hue hon to irshad kijiye

shishe se roz aati hai bas ek hi sada
roti hui ye shakl kabhi shad kijiye

sine se dil nikal ke hi aa jae ru-ba-ru
ek roz utna aap mujhe yaad kijiye

bas ek kaam aata hai duniya ko KHub-tar
jo shaKHs KHush dikhai de nashad kijiye

ye din KHushi ka din hai ise chhoD kar huzur
aabaad dil ko phir kabhi barbaad kijiye

'sohil' ye ashk aankh mein kyon rok kar rakhe
aazad panchhiyon ko to aazad kijiye

(370) ووٹ وصول ہوئے

You can read Safhon Ki Qaid Se Unhen Aazad Kijiye written by Sohil Barelvi at UrduPoint. Safhon Ki Qaid Se Unhen Aazad Kijiye is one of the masterpieces written by Sohil Barelvi. You can also find the complete poetry collection of Sohil Barelvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sohil Barelvi' above.

Safhon Ki Qaid Se Unhen Aazad Kijiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safhon Ki Qaid Se Unhen Aazad Kijiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.