Phul Sab Ke Liye Mahakte Hain, Urdu Ghazal By Sonroopa Vishal

Phul Sab Ke Liye Mahakte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sonroopa Vishal. Phul Sab Ke Liye Mahakte Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phul Sab Ke Liye Mahakte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھول سب کے لیے مہکتے ہیں

سون روپا وشال

پھول سب کے لیے مہکتے ہیں

لوگ لیکن کہاں سمجھتے ہیں

زندگی جی رہے ہیں ہم لیکن

زندگی کے لیے ترستے ہیں

وقت کا ایک نام اور بھی ہے

لوگ مرہم بھی اس کو کہتے ہیں

روز ملتے نہیں ہیں ہم خود سے

روز خود سے مگر بچھڑتے ہیں

پھول جیسے جو کھل نہیں پاتے

پھول جیسے وہی بکھرتے ہیں

وقت میں خاصیت ہے کیا ایسی

وقت کے ساتھ سب بدلتے ہیں

سون روپا وشال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phul Sab Ke Liye Mahakte Hain

Sonroopa Vishal

phul sab ke liye mahakte hain
log lekin kahan samajhte hain

zindagi ji rahe hain hum lekin
zindagi ke liye taraste hain

waqt ka ek nam aur bhi hai
log marham bhi is ko kahte hain

roz milte nahin hain hum KHud se
roz KHud se magar bichhaDte hain

phul jaise jo khil nahin pate
phul jaise wahi bikharte hain

waqt mein KHasiyat hai kya aisi
waqt ke sath sab badalte hain

(289) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phul Sab Ke Liye Mahakte Hain written by Sonroopa Vishal at UrduPoint. Phul Sab Ke Liye Mahakte Hain is one of the masterpieces written by Sonroopa Vishal. You can also find the complete poetry collection of Sonroopa Vishal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sonroopa Vishal' above.

Phul Sab Ke Liye Mahakte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phul Sab Ke Liye Mahakte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.