Manzil Hai Na Koi Safar Hai, Urdu Ghazal By Sudarshan Kanwal

Manzil Hai Na Koi Safar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sudarshan Kanwal. Manzil Hai Na Koi Safar Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Manzil Hai Na Koi Safar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

منزل ہے نہ کوئی سفر ہے

سدرشن کنول

منزل ہے نہ کوئی سفر ہے

جانے یہ کیسی راہ گزر ہے

میں جس کو پہچان رہا ہوں

شاید وہ میرا ہی گھر ہے

نادانوں کی بھیڑ میں کھویا

شاید کوئی دانشور ہے

کیا توقیر ہے اہل فن کی

کیا اعزاز اہل ہنر ہے

میرا گھر ساری دنیا کا

ساری دنیا میرا گھر ہے

نشہ ٹوٹنے سے پہلے ہی

ہم سو جائیں تو بہتر ہے

کیسے کنولؔ طے ہوگا ہم سے

خوابوں کے جنگل کا سفر ہے

سدرشن کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Manzil Hai Na Koi Safar Hai

Sudarshan Kanwal

manzil hai na koi safar hai
jaane ye kaisi rahguzar hai

main jis ko pahchan raha hun
shayad wo mera hi ghar hai

na-danon ki bhiD mein khoya
shayad koi danish-war hai

kya tauqir hai ahl-e-fan ki
kya eazaz-e-ahl-e-hunar hai

mera ghar sari duniya ka
sari duniya mera ghar hai

nashsha TuTne se pahle hi
hum so jaen to behtar hai

kaise 'kanwal' tai hoga hum se
KHwabon ke jangal ka safar hai

(375) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Manzil Hai Na Koi Safar Hai written by Sudarshan Kanwal at UrduPoint. Manzil Hai Na Koi Safar Hai is one of the masterpieces written by Sudarshan Kanwal. You can also find the complete poetry collection of Sudarshan Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sudarshan Kanwal' above.

Manzil Hai Na Koi Safar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Manzil Hai Na Koi Safar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.