Phir Mayassar Ye Mulaqat Kabhi Ho Ki Na Ho, Urdu Ghazal By Sudha Jain Anjum

Phir Mayassar Ye Mulaqat Kabhi Ho Ki Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sudha Jain Anjum. Phir Mayassar Ye Mulaqat Kabhi Ho Ki Na Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Mayassar Ye Mulaqat Kabhi Ho Ki Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر میسر یہ ملاقات کبھی ہو کہ نہ ہو

سدھا جین انجم

پھر میسر یہ ملاقات کبھی ہو کہ نہ ہو

سامنے بیٹھ کے پھر بات کبھی ہو کہ نہ ہو

آؤ ہم بوجھ دلوں کا ذرا ہلکا کر لیں

کیا خبر اشکوں کی برسات کبھی ہو کہ نہ ہو

یہ بھی ممکن ہے کہ میں آپ کا دل رکھ پاؤں

پھر سے یہ عالم جذبات کبھی ہو کہ نہ ہو

چھوڑنے والا تھا دل تیرے کرم کی امید

ڈر تھا پھر لطف اشارات کبھی ہو کہ نہ ہو

تھا ارادہ کہ کوئی بات ادھوری نہ رہے

کیا خبر فرصت لمحات کبھی ہو کہ نہ ہو

پیار کے نام پہ یہ زخم بھی ہیں مجھ کو قبول

پھر مری نذر یہ سوغات کبھی ہو کہ نہ ہو

تجھ سے ملنے کا یہ موقع ہمیں قسمت سے ملا

ایسی دلچسپ ملاقات کبھی ہو کہ نہ ہو

یہی بہتر ہے کہ ہم کر لیں قبول اپنے گناہ

خود سے اس طرح ملاقات کبھی ہو کہ نہ ہو

اتنا بے بس تھا میں انجمؔ کہ زباں کھل نہ سکی

کیا خبر ختم سیہ رات کبھی ہو کہ نہ ہو

سدھا جین انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Mayassar Ye Mulaqat Kabhi Ho Ki Na Ho

Sudha Jain Anjum

phir mayassar ye mulaqat kabhi ho ki na ho
samne baiTh ke phir baat kabhi ho ki na ho

aao hum bojh dilon ka zara halka kar len
kya KHabar ashkon ki barsat kabhi ho ki na ho

ye bhi mumkin hai ki main aap ka dil rakh paun
phir se ye aalam-e-jazbaat kabhi ho ki na ho

chhoDne wala tha dil tere karam ki ummid
Dar tha phir lutf-e-ishaaraat kabhi ho ki na ho

tha irada ki koi baat adhuri na rahe
kya KHabar fursat-e-lamhat kabhi ho ki na ho

pyar ke nam pe ye zaKHm bhi hain mujh ko qubul
phir meri nazr ye saughat kabhi ho ki na ho

tujh se milne ka ye mauqa hamein qismat se mila
aisi dilchasp mulaqat kabhi ho ki na ho

yahi behtar hai ki hum kar len qubul apne gunah
KHud se is tarah mulaqat kabhi ho ki na ho

itna bebas tha main 'anjum' ki zaban khul na saki
kya KHabar KHatm siyah raat kabhi ho ki na ho

(530) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Mayassar Ye Mulaqat Kabhi Ho Ki Na Ho written by Sudha Jain Anjum at UrduPoint. Phir Mayassar Ye Mulaqat Kabhi Ho Ki Na Ho is one of the masterpieces written by Sudha Jain Anjum. You can also find the complete poetry collection of Sudha Jain Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sudha Jain Anjum' above.

Phir Mayassar Ye Mulaqat Kabhi Ho Ki Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Mayassar Ye Mulaqat Kabhi Ho Ki Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.