Bazm-e-taKHaiyyulat Mein Matam Hai In Dinon, Urdu Ghazal By Sufi Ayyub Zamzam

Bazm-e-taKHaiyyulat Mein Matam Hai In Dinon is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sufi Ayyub Zamzam. Bazm-e-taKHaiyyulat Mein Matam Hai In Dinon comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Bazm-e-taKHaiyyulat Mein Matam Hai In Dinon on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بزم تخیلات میں ماتم ہے ان دنوں

صوفی ایوب زمزم

بزم تخیلات میں ماتم ہے ان دنوں

بے کیف و بے سرور سا عالم ہے ان دنوں

مونس ہے کوئی اپنا نہ ہمدم ہے ان دنوں

جس پر تھا اعتماد وہ برہم ہے ان دنوں

سویا ہوا ہے اذن مساوات آج کل

تحریک شورشوں کی منظم ہے ان دنوں

انسانیت کے بھیس میں عریاں درندگی

شیطانیت کا دور مجسم ہے ان دنوں

حرماں نصیب سر پہ بلائیں ہیں صد ہزار

انساں پہ جور گردش پیہم ہے ان دنوں

کرنوں سے پوچھ اپنی ذرا مہر حریت

انساں کا خون قطرۂ شبنم ہے ان دنوں

بھولا ہوا ہے اپنے فرائض کو ہر بشر

جو کچھ بھی ہو رہا ہے ستم کم ہے ان دنوں

کھلتا نہیں یہ راز خموشی جہان پر

سر حریت پسند کا کیوں خم ہے ان دنوں

زمزمؔ یہ انقلاب نرالا ہے کیا کہیں

آزادیٔ وطن کی خوشی غم ہے ان دنوں

صوفی ایوب زمزم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bazm-e-taKHaiyyulat Mein Matam Hai In Dinon

Sufi Ayyub Zamzam

bazm-e-taKHaiyyulat mein matam hai in dinon
be-kaif-o-be-surur sa aalam hai in dinon

monis hai koi apna na hamdam hai in dinon
jis par tha e'timad wo barham hai in dinon

soya hua hai izn-e-musawat aaj-kal
tahrik shorishon ki munazzam hai in dinon

insaniyat ke bhes mein uryan darindagi
shaitaniyat ka daur mujassam hai in dinon

hirman-nasib sar pe balaen hain sad-hazar
insan pe jaur-e-gardish-e-paiham hai in dinon

kirnon se puchh apni zara mehr-e-hurriyat
insan ka KHun qatra-e-shabnam hai in dinon

bhula hua hai apne faraez ko har bashar
jo kuchh bhi ho raha hai sitam kam hai in dinon

khulta nahin ye raaz-e-KHamoshi jahan par
sar hurriyat-pasand ka kyon KHam hai in dinon

'zamzam' ye inqalab nirala hai kya kahen
aazadi-e-watan ki KHushi gham hai in dinon

(408) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bazm-e-taKHaiyyulat Mein Matam Hai In Dinon written by Sufi Ayyub Zamzam at UrduPoint. Bazm-e-taKHaiyyulat Mein Matam Hai In Dinon is one of the masterpieces written by Sufi Ayyub Zamzam. You can also find the complete poetry collection of Sufi Ayyub Zamzam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sufi Ayyub Zamzam' above.

Bazm-e-taKHaiyyulat Mein Matam Hai In Dinon is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bazm-e-taKHaiyyulat Mein Matam Hai In Dinon, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.