Be-wajh Ye Hangam-e-bahaaran To Nahin Hai, Urdu Ghazal By Sufi Ayyub Zamzam

Be-wajh Ye Hangam-e-bahaaran To Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sufi Ayyub Zamzam. Be-wajh Ye Hangam-e-bahaaran To Nahin Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-wajh Ye Hangam-e-bahaaran To Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے وجہ یہ ہنگام بہاراں تو نہیں ہے

صوفی ایوب زمزم

بے وجہ یہ ہنگام بہاراں تو نہیں ہے

کچھ سازش ارباب گلستاں تو نہیں ہے

اے جوش جنوں کھول کے آنکھیں تو ذرا دیکھ

ہاتھوں میں کہیں ان کا گریباں تو نہیں ہے

ہونے کو ہے یہ نظم جہاں درہم و برہم

آنسو کوئی لرزاں سر مژگاں تو نہیں ہے

ہونے کو مجاہد بھی ہیں جانباز بھی لیکن

وہ حوصلۂ بوزر و سلماں تو نہیں ہے

رہ رہ کے نظر سوئے فلک اٹھتی ہے زمزمؔ

وہ مجھ پہ کہیں آج مہرباں تو نہیں ہے

صوفی ایوب زمزم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-wajh Ye Hangam-e-bahaaran To Nahin Hai

Sufi Ayyub Zamzam

be-wajh ye hangam-e-bahaaran to nahin hai
kuchh sazish-e-arbab-e-gulistan to nahin hai

ai josh-e-junun khol ke aankhen to zara dekh
hathon mein kahin un ka gareban to nahin hai

hone ko hai ye nazm-e-jahan darham-o-barham
aansu koi larzan sar-e-mizhgan to nahin hai

hone ko mujahid bhi hain jaanbaz bhi lekin
wo hausla-e-buzar-o-salman to nahin hai

rah rah ke nazar su-e-falak uThti hai 'zamzam'
wo mujh pe kahin aaj mehrban to nahin hai

(482) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-wajh Ye Hangam-e-bahaaran To Nahin Hai written by Sufi Ayyub Zamzam at UrduPoint. Be-wajh Ye Hangam-e-bahaaran To Nahin Hai is one of the masterpieces written by Sufi Ayyub Zamzam. You can also find the complete poetry collection of Sufi Ayyub Zamzam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sufi Ayyub Zamzam' above.

Be-wajh Ye Hangam-e-bahaaran To Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-wajh Ye Hangam-e-bahaaran To Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.