Junun Ki Rah Mein Pahle Dar-e-jaanana Aata Hai, Urdu Ghazal By Suhail Kakorvi

Junun Ki Rah Mein Pahle Dar-e-jaanana Aata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Suhail Kakorvi. Junun Ki Rah Mein Pahle Dar-e-jaanana Aata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Junun Ki Rah Mein Pahle Dar-e-jaanana Aata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جنوں کی راہ میں پہلے در جانانہ آتا ہے

سہیل کاکوروی

جنوں کی راہ میں پہلے در جانانہ آتا ہے

فراغت ہے پھر اس کے بعد ہی ویرانہ آتا ہے

یہ دل کی بات ہے اور بات یہ دل ہی سمجھتا ہے

ہمارے پاس اکثر چل کے خود مے خانہ آتا ہے

کرو ہر گام پر سجدے محبت کا تقاضہ ہے

بہت نزدیک ہے اور یار کا کاشانہ آتا ہے

ہوئی ہے کارگر ترکیب میرے دل کی خواہش کی

مجھے بیمار سن کر کوئی بیتابانہ آتا ہے

لگاتی ہے گلے سے شمع اس کو میں سمجھتا ہوں

فنا ہو کر بقا کے رنگ میں پروانہ آتا ہے

شفق سے مے برستی ہے عجب گل رنگ ہے عالم

نظر میں میری سورج صورت پیمانہ آتا ہے

سخن ہے معتبر تیرا سہیلؔ اس نے کہا مجھ سے

قلم سے تیرے اکثر شعر استادانہ آتا ہے

سہیل کاکوروی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Junun Ki Rah Mein Pahle Dar-e-jaanana Aata Hai

Suhail Kakorvi

junun ki rah mein pahle dar-e-jaanana aata hai
faraghat hai phir is ke baad hi virana aata hai

ye dil ki baat hai aur baat ye dil hi samajhta hai
hamare pas aksar chal ke KHud mai-KHana aata hai

karo har gam par sajde mohabbat ka taqaza hai
bahut nazdik hai aur yar ka kashana aata hai

hui hai kargar tarkib mere dil ki KHwahish ki
mujhe bimar sun kar koi betabana aata hai

lagati hai gale se shama us ko main samajhta hun
fana ho kar baqa ke rang mein parwana aata hai

shafaq se mai barasti hai ajab gul-rang hai aalam
nazar mein meri suraj surat-e-paimana aata hai

suKHan hai mo'atabar tera 'suhail' us ne kaha mujh se
qalam se tere aksar sher ustadana aata hai

(433) ووٹ وصول ہوئے

You can read Junun Ki Rah Mein Pahle Dar-e-jaanana Aata Hai written by Suhail Kakorvi at UrduPoint. Junun Ki Rah Mein Pahle Dar-e-jaanana Aata Hai is one of the masterpieces written by Suhail Kakorvi. You can also find the complete poetry collection of Suhail Kakorvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Suhail Kakorvi' above.

Junun Ki Rah Mein Pahle Dar-e-jaanana Aata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Junun Ki Rah Mein Pahle Dar-e-jaanana Aata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.