Uski Jaanib Dekhte The Aur Sab KHamosh The, Urdu Ghazal By Sultan Rashk

Uski Jaanib Dekhte The Aur Sab KHamosh The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sultan Rashk. Uski Jaanib Dekhte The Aur Sab KHamosh The comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Uski Jaanib Dekhte The Aur Sab KHamosh The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کی جانب دیکھتے تھے اور سب خاموش تھے

سلطان رشک

اس کی جانب دیکھتے تھے اور سب خاموش تھے

اس کی آنکھیں بولتی تھیں اور لب خاموش تھے

یوں تو دل والے تھے محفل تھی مگر عالم تھا یہ

اس کا جادو تھا جو حیرت کے سبب خاموش تھے

چاند اک نزدیک سے دیکھا تھا جب سمران میں

ہم بھی کچھ کہتے پر اپنے چشم و لب خاموش تھے

اک سکوت مرگ طاری تھا چمن زادوں کے بیچ

محو خواب خوش دلی تھے مثل شب خاموش تھے

سب کے چہروں پر لکھی تھیں خواہشیں سلطان رشکؔ

یوں تو لب بستہ تھے سارے با ادب خاموش تھے

سلطان رشک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uski Jaanib Dekhte The Aur Sab KHamosh The

Sultan Rashk

us ki jaanib dekhte the aur sab KHamosh the
us ki aankhen bolti thin aur lab KHamosh the

yun to dil wale the mahfil thi magar aalam tha ye
us ka jadu tha jo hairat ke sabab KHamosh the

chand ek nazdik se dekha tha jab samran mein
hum bhi kuchh kahte par apne chashm-o-lab KHamosh the

ek sukut-e-marg tari tha chaman-zadon ke beach
mahw-e-KHwab-e-KHush-dili the misl-e-shab KHamosh the

sab ke chehron par likhi thin KHwahishen 'sultan-rashk'
yun to lab-basta the sare ba-adab KHamosh the

(483) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uski Jaanib Dekhte The Aur Sab KHamosh The written by Sultan Rashk at UrduPoint. Uski Jaanib Dekhte The Aur Sab KHamosh The is one of the masterpieces written by Sultan Rashk. You can also find the complete poetry collection of Sultan Rashk by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sultan Rashk' above.

Uski Jaanib Dekhte The Aur Sab KHamosh The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uski Jaanib Dekhte The Aur Sab KHamosh The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.