KHushiyan Na ChhoD Apne Liye Gham Talab Na Kar, Urdu Ghazal By Sultan Rashk
KHushiyan Na ChhoD Apne Liye Gham Talab Na Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sultan Rashk. KHushiyan Na ChhoD Apne Liye Gham Talab Na Kar comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHushiyan Na ChhoD Apne Liye Gham Talab Na Kar on this page of UrduPoint.
خوشیاں نہ چھوڑ اپنے لیے غم طلب نہ کر
سلطان رشک
خوشیاں نہ چھوڑ اپنے لیے غم طلب نہ کر
اے ہم نشیں یہاں کوئی محرم طلب نہ کر
کن ہجرتوں کے بعد ہوا ہے یہ معتبر
پروردگار مجھ سے مرا غم طلب نہ کر
کچھ اور زخم کھا کہ ملے منزل مراد
لمحوں سے اپنے زخم کا مرہم طلب نہ کر
اے دل کسی سے مل کے بچھڑنے میں فائدہ
مضمر ہے جو وصال میں وہ سم طلب نہ کر
ٹکرا نہ مجھ کو میری انا کے پہاڑ سے
میرے لیے وہ ساعت برہم طلب نہ کر
سلطان رشک
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
KHushiyan Na ChhoD Apne Liye Gham Talab Na Kar
Sultan Rashk
ai ham-nashin yahan koi mahram talab na kar
kin hijraton ke baad hua hai ye mo'atabar
parwardigar mujh se mera gham talab na kar
kuchh aur zaKHm kha ki mile manzil-e-murad
lamhon se apne zaKHm ka marham talab na kar
ai dil kisi se mil ke bichhaDne mein faeda
muzmar hai jo visal mein wo sam talab na kar
Takra na mujh ko meri ana ke pahaD se
mere liye wo saat-e-barham talab na kar
(688) ووٹ وصول ہوئے
Related Sultan Rashk Poetry
More Sultan Rashk Poetry
دھوپ کی شدت میں ننگے پاؤں ننگے سر نکل
Sultan Rashk - سلطان رشک
Dhup Ki Shiddat Mein Nange Panw Nange Sar Nikal
میرے خوش آئند مستقبل کا پیغمبر بھی تو
Sultan Rashk - سلطان رشک
Mere Khush-aind-mustaqbil Ka Paighambar Bhi Tu
تمہارا عدل جہانگیر اور ہی کچھ ہے
Sultan Rashk - سلطان رشک
Tumhaara Adl-e-jahangir Aur Hi Kuchh Hai
اس کی جانب دیکھتے تھے اور سب خاموش تھے
Sultan Rashk - سلطان رشک
Uski Jaanib Dekhte The Aur Sab Khamosh The
میں ابر و باد سے طوفاں سے سب سے ڈرتا ہوں
Sultan Rashk - سلطان رشک
Main Abr-o-baad Se Tufan Se Sab Se Darta Hun
ظلمت بہ ہر مقام خلاف طلب ملی
Sultan Rashk - سلطان رشک
Zulmat Ba-har-maqam Khilaf-e-talab Mili
موسم گل کنج گلشن نکہت گیسو نہ ہو
Sultan Rashk - سلطان رشک
Mausam-e-gul Kunj-e-gulshan Nikhat-e-gesu Na Ho
بڑی دانائی سے انداز عیاری بدلتے ہیں
Sultan Rashk - سلطان رشک
Badi Danai Se Andaz-e-ayyari Badalte Hain
You can read KHushiyan Na ChhoD Apne Liye Gham Talab Na Kar written by Sultan Rashk at UrduPoint. KHushiyan Na ChhoD Apne Liye Gham Talab Na Kar is one of the masterpieces written by Sultan Rashk. You can also find the complete poetry collection of Sultan Rashk by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sultan Rashk' above.
KHushiyan Na ChhoD Apne Liye Gham Talab Na Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushiyan Na ChhoD Apne Liye Gham Talab Na Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.