Hamare Darmiyan Jo Fasle Hain, Urdu Ghazal By Suman Shah

Hamare Darmiyan Jo Fasle Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Suman Shah. Hamare Darmiyan Jo Fasle Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamare Darmiyan Jo Fasle Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمارے درمیاں جو فاصلے ہیں

سمن شاہ

ہمارے درمیاں جو فاصلے ہیں

یہ بس کچھ ہی دنوں کے سلسلے ہیں

ہمیں صدیاں ہوئیں خود سے ملے بھی

تمہیں ہم سے نہ ملنے کے گلے ہیں

شکایت بد گمانی پھر جدائی

محبت ہی کے یہ سب مرحلے ہیں

تمہاری آرزو کا دشت ہے اور

پیاسے ہم زمانوں سے کھڑے ہیں

تمہاری روح میں سانسیں ہماری

تمہارے ساتھ ہم ایسے جڑے ہیں

تغافل کی خزاں چھائی ہے ہم پر

قسم لے لو کہ ہم پھر بھی برے ہیں

تمہی کو ٹوٹ کر چاہیں ہمیشہ

مری جاں آسمانی فیصلے ہیں

بچھڑ کر تم سے پھر ملنا دوبارہ

محبت کے ہی یہ سب مرحلے ہیں

سمن شاہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamare Darmiyan Jo Fasle Hain

Suman Shah

hamare darmiyan jo fasle hain
ye bas kuchh hi dinon ke silsile hain

hamein sadiyan huin KHud se mile bhi
tumhein hum se na milne ke gile hain

shikayat bad-gumani phir judai
mohabbat hi ke ye sab marhale hain

tumhaari aarzu ka dasht hai aur
piyase hum zamanon se khaDe hain

tumhaari ruh mein sansen hamari
tumhaare sath hum aise juDe hain

taghaful ki KHizan chhai hai hum par
qasam le lo ki hum phir bhi bure hain

tumhi ko TuT kar chahen hamesha
meri jaan aasmani faisle hain

bichhaD kar tum se phir milna dobara
mohabbat ke hi ye sab marhale hain

(500) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamare Darmiyan Jo Fasle Hain written by Suman Shah at UrduPoint. Hamare Darmiyan Jo Fasle Hain is one of the masterpieces written by Suman Shah. You can also find the complete poetry collection of Suman Shah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Suman Shah' above.

Hamare Darmiyan Jo Fasle Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamare Darmiyan Jo Fasle Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.