Main Apne Dard Ki Be-waqati Nahin Karti, Urdu Ghazal By Sundus Sheikh

Main Apne Dard Ki Be-waqati Nahin Karti is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sundus Sheikh. Main Apne Dard Ki Be-waqati Nahin Karti comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Apne Dard Ki Be-waqati Nahin Karti on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اپنے درد کی بے وقعتی نہیں کرتی

سندس شیخ

میں اپنے درد کی بے وقعتی نہیں کرتی

کہ ضبط کرتی ہوں نوحہ گری نہیں کرتی

ہوا تو صرف اشارہ ہی دیتی خوشبو کا

دیے جلا کے کبھی رہبری نہیں کرتی

خبر پہنچتے ہی سب دوریاں سمٹتی ہیں

جو موت کرتی ہے وہ زندگی نہیں کرتی

اب اتنی بات پہ جینا حرام کیا کرنا

تمہیں پسند نہیں شاعری نہیں کرتی

گلاب چنتی ہوں کانٹے نکال دیتی ہوں

ہر ایک شخص سے میں دوستی نہیں کرتی

خود اپنی راہ بناتی ہوں مختلف سندسؔ

کبھی کسی کی بھی میں پیروی نہیں کرتی

سندس شیخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Apne Dard Ki Be-waqati Nahin Karti

Sundus Sheikh

main apne dard ki be-waqati nahin karti
ki zabt karti hun nauhagari nahin karti

hawa to sirf ishaara hi deti KHushbu ka
diye jala ke kabhi rahbari nahin karti

KHabar pahunchte hi sab duriyan simaTti hain
jo maut karti hai wo zindagi nahin karti

ab itni baat pe jina haram kya karna
tumhein pasand nahin shaeri nahin karti

gulab chunti hun kanTe nikal deti hun
har ek shaKHs se main dosti nahin karti

KHud apni rah banati hun muKHtalif 'sundus'
kabhi kisi ki bhi main pairwi nahin karti

(199) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Apne Dard Ki Be-waqati Nahin Karti written by Sundus Sheikh at UrduPoint. Main Apne Dard Ki Be-waqati Nahin Karti is one of the masterpieces written by Sundus Sheikh. You can also find the complete poetry collection of Sundus Sheikh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sundus Sheikh' above.

Main Apne Dard Ki Be-waqati Nahin Karti is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Apne Dard Ki Be-waqati Nahin Karti, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.