Bujhi In Aankhon Mein KHwab Kyon Hai, Urdu Ghazal By Sunil Raahi

Bujhi In Aankhon Mein KHwab Kyon Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sunil Raahi. Bujhi In Aankhon Mein KHwab Kyon Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bujhi In Aankhon Mein KHwab Kyon Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بجھی ان آنکھوں میں خواب کیوں ہے

سنیل راہی

بجھی ان آنکھوں میں خواب کیوں ہے

نہیں ہے قصہ تو باب کیوں ہے

نہیں خبر اس کے آنے کی جب

مہک رہا یہ گلاب کیوں ہے

جسے بھی دیکھو وہ پی رہا ہے

اگر بری ہے شراب کیوں ہے

چھپا تھا جو کچھ ہے اب وہ ظاہر

تو رخ پہ تیرے نقاب کیوں ہے

ہے سامنے تیرے جب حقیقت

نگاہ میں پھر سراب کیوں ہے

سنیل راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bujhi In Aankhon Mein KHwab Kyon Hai

Sunil Raahi

bujhi in aankhon mein KHwab kyon hai
nahin hai qissa to bab kyon hai

nahin KHabar us ke aane ki jab
mahak raha ye gulab kyon hai

jise bhi dekho wo pi raha hai
agar buri hai sharab kyon hai

chhupa tha jo kuchh hai ab wo zahir
to ruKH pe tere naqab kyon hai

hai samne tere jab haqiqat
nigah mein phir sarab kyon hai

(452) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bujhi In Aankhon Mein KHwab Kyon Hai written by Sunil Raahi at UrduPoint. Bujhi In Aankhon Mein KHwab Kyon Hai is one of the masterpieces written by Sunil Raahi. You can also find the complete poetry collection of Sunil Raahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sunil Raahi' above.

Bujhi In Aankhon Mein KHwab Kyon Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bujhi In Aankhon Mein KHwab Kyon Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.