Mustaqil Dard Ka Sailab Kahan Achchha Hai, Urdu Ghazal By Suraj Narayan Mehr

Mustaqil Dard Ka Sailab Kahan Achchha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Suraj Narayan Mehr. Mustaqil Dard Ka Sailab Kahan Achchha Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mustaqil Dard Ka Sailab Kahan Achchha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مستقل درد کا سیلاب کہاں اچھا ہے

سورج نرائن مہر

مستقل درد کا سیلاب کہاں اچھا ہے

وقفۂ سلسلۂ آہ و فغاں اچھا ہے

ہو نہ جائے مرے لہجے کا اثر زہریلا

ان دنوں منہ سے نکل جائے زباں اچھا ہے

مجھ سے مانگے گی مری آنکھ گلابی منظر

ہو مرے ہاتھ میں تصویر بتاں اچھا ہے

جن کے سینے میں تعصب نہیں پلتا کوئی

ایسے لوگوں کے لیے سارا جہاں اچھا ہے

کتنے چالاک ہیں یہ اونچی حویلی والے

ہم سے کہتے ہیں کہ مٹی کا مکاں اچھا ہے

زیر لب رینگتا رہتا ہے تبسم سورجؔ

اس قیامت سے تو آہوں کا دھواں رہتا ہے

سورج نرائن مہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mustaqil Dard Ka Sailab Kahan Achchha Hai

Suraj Narayan Mehr

mustaqil dard ka sailab kahan achchha hai
waqfa-e-silsila-e-ah-o-fughan achchha hai

ho na jae mere lahje ka asar zahrila
in dinon munh se nikal jae zaban achchha hai

mujh se mangegi meri aankh gulabi manzar
ho mere hath mein taswir-e-butan achchha hai

jin ke sine mein tassub nahin palta koi
aise logon ke liye sara jahan achchha hai

kitne chaalak hain ye unchi haweli wale
hum se kahte hain ki miTTi ka makan achchha hai

zer-e-lab rengta rahta hai tabassum 'suraj'
is qayamat se to aahon ka dhuan rahta hai

(291) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mustaqil Dard Ka Sailab Kahan Achchha Hai written by Suraj Narayan Mehr at UrduPoint. Mustaqil Dard Ka Sailab Kahan Achchha Hai is one of the masterpieces written by Suraj Narayan Mehr. You can also find the complete poetry collection of Suraj Narayan Mehr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Suraj Narayan Mehr' above.

Mustaqil Dard Ka Sailab Kahan Achchha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mustaqil Dard Ka Sailab Kahan Achchha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.