Sawal, Urdu Nazam By Syed Abbas Raza Tanweer

Sawal is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Syed Abbas Raza Tanweer. Sawal comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Sawal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سوال

سید عباس رضا تنویر

میں ان ارادوں سے پوچھتا ہوں

کہ جن میں ہیں

خواہشات کے بے شمار فتنے

جو آج تک جوں کے توں ہیں قائم

ابتدا سے

وجود جن کا عمل میں آیا ہے

نان گندم سے اور سزا سے

تضاد جس میں

ہوا ہے پیدا

آگ سے اور آب و گل سے

کہ زندگی یوں ہی اور کب تک

کسی ماہیٔ بے آب کی سی

قفس قفس مبتلا رہے گی

سید عباس رضا تنویر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sawal

Syed Abbas Raza Tanweer

main un iradon se puchhta hun
ki jin mein hain
KHwahishat ke be-shumar fitne
jo aaj tak jun ke tun hain qaem
ibtida se
wajud jin ka amal mein aaya hai
nan-e-gandum se aur saza se
tazad jis mein
hua hai paida
aag se aur aab-o-gil se
ki zindagi yun hi aur kab tak
kisi mahi-e-be-ab ki si
qafas qafas mubtala rahegi

(444) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sawal written by Syed Abbas Raza Tanweer at UrduPoint. Sawal is one of the masterpieces written by Syed Abbas Raza Tanweer. You can also find the complete poetry collection of Syed Abbas Raza Tanweer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Abbas Raza Tanweer' above.

Sawal is a widely read Urdu Nazam. If you like Sawal, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.