Safar Ke Tajrabon Mein Gard-e-pa Bhi Aa Hi Jati Hai, Urdu Ghazal By Syed Amin Ashraf

Safar Ke Tajrabon Mein Gard-e-pa Bhi Aa Hi Jati Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Amin Ashraf. Safar Ke Tajrabon Mein Gard-e-pa Bhi Aa Hi Jati Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Safar Ke Tajrabon Mein Gard-e-pa Bhi Aa Hi Jati Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر کے تجربوں میں گرد پا بھی آ ہی جاتی ہے

سید امین اشرف

سفر کے تجربوں میں گرد پا بھی آ ہی جاتی ہے

مگر اس پیچ و خم سے کچھ جلا بھی آ ہی جاتی ہے

جو چلتا ہوں فلک سے خوں کے فوارے برستے ہیں

جو رکتا ہوں سموم فتنہ زا بھی آ ہی جاتی ہے

خرد کی سانس بھی رک جاتی ہے تیرہ خیالی سے

تہہ احساس نادیدہ بلا بھی آ ہی جاتی ہے

جو پودے صحن میں کھلتے ہیں ان کو دھوپ لگتی ہے

درختوں سے تر و تازہ ہوا بھی آ ہی جاتی ہے

ہرے رہ جائیں گے جاں دار پتے زرد موسم میں

خزاں بختی میں جینے کی ادا بھی آ ہی جاتی ہے

انہیں سے قریۂ جاں میں وفور درد ہوتا ہے

انہیں نظروں میں تاثیر شفا بھی آ ہی جاتی ہے

سید امین اشرف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Ke Tajrabon Mein Gard-e-pa Bhi Aa Hi Jati Hai

Syed Amin Ashraf

safar ke tajrabon mein gard-e-pa bhi aa hi jati hai
magar us pech-o-KHam se kuchh jila bhi aa hi jati hai

jo chalta hun falak se KHun ke fawware baraste hain
jo rukta hun samum-e-fitna-za bhi aa hi jati hai

KHirad ki sans bhi ruk jati hai tira-KHayali se
tah-e-ehsas nadida bala bhi aa hi jati hai

jo paude sahn mein khilte hain un ko dhup lagti hai
daraKHton se tar-o-taza hawa bhi aa hi jati hai

hare rah jaenge jaan-dar patte zard mausam mein
KHizan-baKHti mein jine ki ada bhi aa hi jati hai

unhin se qarya-e-jaan mein wufur-e-dard hota hai
unhin nazron mein tasir-e-shifa bhi aa hi jati hai

(387) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Ke Tajrabon Mein Gard-e-pa Bhi Aa Hi Jati Hai written by Syed Amin Ashraf at UrduPoint. Safar Ke Tajrabon Mein Gard-e-pa Bhi Aa Hi Jati Hai is one of the masterpieces written by Syed Amin Ashraf. You can also find the complete poetry collection of Syed Amin Ashraf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Amin Ashraf' above.

Safar Ke Tajrabon Mein Gard-e-pa Bhi Aa Hi Jati Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Ke Tajrabon Mein Gard-e-pa Bhi Aa Hi Jati Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.