Aankhon Mein Tairti Hui Yaadon Ki Jhil Hai, Urdu Ghazal By Syed Konain Haider Kazmi

Aankhon Mein Tairti Hui Yaadon Ki Jhil Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Konain Haider Kazmi. Aankhon Mein Tairti Hui Yaadon Ki Jhil Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Mein Tairti Hui Yaadon Ki Jhil Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں میں تیرتی ہوئی یادوں کی جھیل ہے

سید کونین حیدر کاظمی

آنکھوں میں تیرتی ہوئی یادوں کی جھیل ہے

یہ دل تجھے بھلانے میں تھوڑا بخیل ہے

ہوتی تھی تیرے ساتھ ہی محسوس زندگی

کہ تیرا ہونا زندگی کی اک دلیل ہے

تصویر تیری دل میں لگائی ہوئی ہے اور

میرے گلے میں اٹکا ہوا اس کا کیل ہے

بچھڑے ہیں تجھ سے تو ہمیں اندازہ یہ ہوا

اک عام رات سے شب ہجراں طویل ہے

کیا کیا کہوں میں تم سے جدائی کے موڑ پر

شرمندگی زیادہ ہے مہلت قلیل ہے

سید کونین حیدر کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Mein Tairti Hui Yaadon Ki Jhil Hai

Syed Konain Haider Kazmi

aankhon mein tairti hui yaadon ki jhil hai
ye dil tujhe bhulane mein thoDa baKHil hai

hoti thi tere sath hi mahsus zindagi
ki tera hona zindagi ki ek dalil hai

taswir teri dil mein lagai hui hai aur
mere gale mein aTka hua us ka kil hai

bichhDe hain tujh se to hamein andaza ye hua
ek aam raat se shab-e-hijran tawil hai

kya kya kahun main tum se judai ke moD par
sharmindagi ziyaada hai mohlat qalil hai

(442) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Mein Tairti Hui Yaadon Ki Jhil Hai written by Syed Konain Haider Kazmi at UrduPoint. Aankhon Mein Tairti Hui Yaadon Ki Jhil Hai is one of the masterpieces written by Syed Konain Haider Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Syed Konain Haider Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Konain Haider Kazmi' above.

Aankhon Mein Tairti Hui Yaadon Ki Jhil Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Mein Tairti Hui Yaadon Ki Jhil Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.