Wo Jo Milta Tha Kabhi Mujhse Bahaaron Ki Tarah, Urdu Ghazal By Syeda Nafis Bano Shama

Wo Jo Milta Tha Kabhi Mujhse Bahaaron Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syeda Nafis Bano Shama. Wo Jo Milta Tha Kabhi Mujhse Bahaaron Ki Tarah comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Jo Milta Tha Kabhi Mujhse Bahaaron Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ جو ملتا تھا کبھی مجھ سے بہاروں کی طرح

سیدہ نفیس بانو شمع

وہ جو ملتا تھا کبھی مجھ سے بہاروں کی طرح

آج چبھتا ہے نگاہوں میں وہ خاروں کی طرح

وہ بھی کیا شخص ہے جو قصر تصور میں مجھے

روز آراستہ کرتا ہے مزاروں کی طرح

ڈوبنے ہی نہیں دیتا کبھی کشتی میری

اب بھی وہ سامنے رہتا ہے کناروں کی طرح

لاکھ مہتاب مری زیست میں آئے لیکن

درمیاں تجھ کو بھی دیکھا ہے ستاروں کی طرح

اس کی آنکھوں نے عجب سحر کیا ہے ہم پر

رات بھر پھرتے رہے بادہ گساروں کی طرح

آپ کی آنکھوں سے کچھ اور پتہ چلتا ہے

آپ دیکھا نہ کریں ہم کو نظاروں کی طرح

کس کو معلوم چھپائے ہے وہ خنجر کتنے

وہ جو ظاہر میں ملا کرتا ہے یاروں کی طرح

اس کے چہرے پہ تو نرمی ہے حلاوت ہے بہت

شمعؔ لہجہ ہے مگر اس کا شراروں کی طرح

سیدہ نفیس بانو شمع

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Jo Milta Tha Kabhi Mujhse Bahaaron Ki Tarah

Syeda Nafis Bano Shama

wo jo milta tha kabhi mujh se bahaaron ki tarah
aaj chubhta hai nigahon mein wo KHaron ki tarah

wo bhi kya shaKHs hai jo qasr-e-tasawwur mein mujhe
rose aarasta karta hai mazaron ki tarah

Dubne hi nahin deta kabhi kashti meri
ab bhi wo samne rahta hai kinaron ki tarah

lakh mahtab meri zist mein aae lekin
darmiyan tujh ko bhi dekha hai sitaron ki tarah

us ki aankhon ne ajab sehr kiya hai hum par
raat-bhar phirte rahe baada-gusaron ki tarah

aap ki aankhon se kuchh aur pata chalta hai
aap dekha na karen hum ko nazaron ki tarah

kis ko malum chhupae hai wo KHanjar kitne
wo jo zahir mein mila karta hai yaron ki tarah

us ke chehre pe to narmi hai halawat hai bahut
'shama' lahja hai magar us ka shararon ki tarah

(690) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Jo Milta Tha Kabhi Mujhse Bahaaron Ki Tarah written by Syeda Nafis Bano Shama at UrduPoint. Wo Jo Milta Tha Kabhi Mujhse Bahaaron Ki Tarah is one of the masterpieces written by Syeda Nafis Bano Shama. You can also find the complete poetry collection of Syeda Nafis Bano Shama by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syeda Nafis Bano Shama' above.

Wo Jo Milta Tha Kabhi Mujhse Bahaaron Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Jo Milta Tha Kabhi Mujhse Bahaaron Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.