Farq Tujhse Hai Ek Zara Mujh Mein, Urdu Ghazal By Tabassum Azmi

Farq Tujhse Hai Ek Zara Mujh Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tabassum Azmi. Farq Tujhse Hai Ek Zara Mujh Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Farq Tujhse Hai Ek Zara Mujh Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فرق تجھ سے ہے اک ذرا مجھ میں

تبسم اعظمی

فرق تجھ سے ہے اک ذرا مجھ میں

سنگ تجھ میں ہے آئنہ مجھ میں

بے بسی کی فقط کتاب نہیں

عزم محکم بھی ہے لکھا مجھ میں

فہم و دانش کا نور ہوں یکسر

فکر کا جلتا ہے دیا مجھ میں

مہر و ایثار کا سمندر ہوں

اور دریا ہے پیار کا مجھ میں

مجھ میں جھرنا ہے نرم خوئی کا

ساتھ لاوا بھی ہے چھپا مجھ میں

میرے قدموں تلے ہے جنت بھی

اور دوزخ کا راستہ مجھ میں

میرے ہر غم کا تو مسیحا ہے

تیرے ہر دکھ کی ہے دوا مجھ میں

سب رویے پہ تیرے ہے موقوف

خار اگا دے یا گل کھلا مجھ میں

تبسم اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Farq Tujhse Hai Ek Zara Mujh Mein

Tabassum Azmi

farq tujh se hai ek zara mujh mein
sang tujh mein hai aaina mujh mein

bebasi ki faqat kitab nahin
azm-e-mohkam bhi hai likha mujh mein

fahm-o-danish ka nur hun yaksar
fikr ka jalta hai diya mujh mein

mahr-o-isar ka samundar hun
aur dariya hai pyar ka mujh mein

mujh mein jharna hai narm-KHui ka
sath lawa bhi hai chhupa mujh mein

mere qadmon tale hai jannat bhi
aur dozaKH ka rasta mujh mein

mere har gham ka tu masiha hai
tere har dukh ki hai dawa mujh mein

sab rawayye pe tere hai mauquf
KHar uga de ya gul khila mujh mein

(448) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Farq Tujhse Hai Ek Zara Mujh Mein written by Tabassum Azmi at UrduPoint. Farq Tujhse Hai Ek Zara Mujh Mein is one of the masterpieces written by Tabassum Azmi. You can also find the complete poetry collection of Tabassum Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tabassum Azmi' above.

Farq Tujhse Hai Ek Zara Mujh Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Farq Tujhse Hai Ek Zara Mujh Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.