ShaKHsiyat, Urdu Nazam By Tabassum Azmi

ShaKHsiyat is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Tabassum Azmi. ShaKHsiyat comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read ShaKHsiyat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شخصیت

تبسم اعظمی

بٹھا کے کاندھے پہ لائی تھی رات اسے

شفق نے ہنس کے کیا تھا استقبال

ہوا نے راگنی چھیڑی فضا میں گیت گھلے

سجا کے پتوں کی تھالی میں اوس کے جگنو

اتاری تھی پیڑوں نے آرتی اس کی

مگر بلندی پہ آ کر بدل گئے تیور

شکن غرور کی پیشانی پر جھلکنے لگی

نگاہ قہر و حقارت سے دیکھتی سب کو

مزاج گرم ہوا اور گرم اور بھی گرم

جنون سر میں فقط میں کا ہی سمایا رہا

اور اس گھمنڈ میں وہ بھول بیٹھا ہے

کہ اس کے پیچھے ہی ہے شام کا سایا

زمیں بلندی کی ہوتی نہیں ہموار کبھی

یہاں پہ شخص نہیں شخصیت ٹھہرتی ہے

تبسم اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ShaKHsiyat

Tabassum Azmi

biTha ke kandhe pe lai thi raat use
shafaq ne hans ke kiya tha istiqbaal
hawa ne ragni chheDi faza mein git ghule
saja ke patton ki thaali mein os ke jugnu
utari thi peDon ne aarti us ki

magar bulandi pe aa kar badal gae tewar
shikan ghurur ki peshani par jhalakne lagi
nigah-e-qahr-o-hiqarat se dekhti sab ko
mizaj garm hua aur garm aur bhi garm
junun sar mein faqat main ka hi samaya raha

aur is ghamanD mein wo bhul baiTha hai
ki us ke pichhe hi hai sham ka saya
zamin bulandi ki hoti nahin hamwar kabhi
yahan pe shaKHs nahin shaKHsiyat Thaharti hai

(602) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ShaKHsiyat written by Tabassum Azmi at UrduPoint. ShaKHsiyat is one of the masterpieces written by Tabassum Azmi. You can also find the complete poetry collection of Tabassum Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tabassum Azmi' above.

ShaKHsiyat is a widely read Urdu Nazam. If you like ShaKHsiyat, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.