Aisi Koi KHata Nahin Karte, Urdu Ghazal By Tabish Dharam Koti

Aisi Koi KHata Nahin Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tabish Dharam Koti. Aisi Koi KHata Nahin Karte comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aisi Koi KHata Nahin Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایسی کوئی خطا نہیں کرتے

تابش دھرم کوٹی

ایسی کوئی خطا نہیں کرتے

ہم کسی سے دغا نہیں کرتے

جاں کی پرواہ گر ہمیں ہوتی

تم سے عہد وفا نہیں کرتے

جاں بھی دے دیں مگر کہو تو ذرا

ہم وفا کش جفا نہیں کرتے

بات کرتے وفاؤں کی ہیں مگر

لوگ ہی حق ادا نہیں کرتے

کرکے احساں چھپا لیا کیجے

جو کیا ہے کہا نہیں کرتے

ہے حلیمی بجا مگر تابشؔ

اس قدر بھی جھکا نہیں کرتے

تابش دھرم کوٹی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aisi Koi KHata Nahin Karte

Tabish Dharam Koti

aisi koi KHata nahin karte
hum kisi se dagha nahin karte

jaan ki parwah gar hamein hoti
tum se ahd-e-wafa nahin karte

jaan bhi de den magar kaho to zara
hum wafa-kash jafa nahin karte

baat karte wafaon ki hain magar
log hi haq ada nahin karte

karke ehsan chhupa liya kije
jo kiya hai kaha nahin karte

hai halimi baja magar 'tabish'
is qadar bhi jhuka nahin karte

(482) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aisi Koi KHata Nahin Karte written by Tabish Dharam Koti at UrduPoint. Aisi Koi KHata Nahin Karte is one of the masterpieces written by Tabish Dharam Koti. You can also find the complete poetry collection of Tabish Dharam Koti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tabish Dharam Koti' above.

Aisi Koi KHata Nahin Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aisi Koi KHata Nahin Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.