KHata Maine Koi Bhaari Nahin Ki, Urdu Ghazal By Tabish Mehdi

KHata Maine Koi Bhaari Nahin Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tabish Mehdi. KHata Maine Koi Bhaari Nahin Ki comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHata Maine Koi Bhaari Nahin Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خطا میں نے کوئی بھاری نہیں کی

تابش مہدی

خطا میں نے کوئی بھاری نہیں کی

امیر شہر سے یاری نہیں کی

مرے عیبوں کو گنوایا تو سب نے

کسی نے میری غم خواری نہیں کی

مرے شعروں میں کیا تاثیر ہوتی

کبھی میں نے اداکاری نہیں کی

کسی منصب کسی عہدے کی خاطر

کوئی تدبیر بازاری نہیں کی

بس اتنی بات پر دنیا خفا ہے

کہ میں نے تجھ سے غداری نہیں کی

تابش مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHata Maine Koi Bhaari Nahin Ki

Tabish Mehdi

KHata main ne koi bhaari nahin ki
amir-e-shahr se yari nahin ki

mere aibon ko ginwaya to sab ne
kisi ne meri gham-KHwari nahin ki

mere sheron mein kya tasir hoti
kabhi main ne adakari nahin ki

kisi mansab kisi ohde ki KHatir
koi tadbir bazari nahin ki

bas itni baat par duniya KHafa hai
ki main ne tujh se ghaddari nahin ki

(464) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHata Maine Koi Bhaari Nahin Ki written by Tabish Mehdi at UrduPoint. KHata Maine Koi Bhaari Nahin Ki is one of the masterpieces written by Tabish Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Tabish Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tabish Mehdi' above.

KHata Maine Koi Bhaari Nahin Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHata Maine Koi Bhaari Nahin Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.