Jis Ne Teri Yaad Mein Sajde Kiye The KHak Par, Urdu Ghazal By Tahir Faraz

Jis Ne Teri Yaad Mein Sajde Kiye The KHak Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahir Faraz. Jis Ne Teri Yaad Mein Sajde Kiye The KHak Par comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ne Teri Yaad Mein Sajde Kiye The KHak Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس نے تیری یاد میں سجدے کئے تھے خاک پر

طاہر فراز

جس نے تیری یاد میں سجدے کئے تھے خاک پر

اس کے قدموں کے نشاں پائے گئے افلاک پر

واقعہ یہ کن‌ فکاں سے بھی بہت پہلے کا ہے

اک بشر کا نور تھا قندیل میں افلاک پر

دوستوں کی محفلوں سے دور ہم ہوتے گئے

جیسے جیسے سلوٹیں پڑتی گئیں پوشاک پر

مخملی ہونٹوں پہ بوسوں کی نمی ٹھہری ہوئی

سانس الجھی زلف بکھری سلوٹیں پوشاک پر

پانیوں کی سازشوں نے جب بھنور ڈالے فرازؔ

تبصرہ کرتے رہے سب ڈوبتے تیراک پر

طاہر فراز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ne Teri Yaad Mein Sajde Kiye The KHak Par

Tahir Faraz

jis ne teri yaad mein sajde kiye the KHak par
us ke qadmon ke nishan pae gae aflak par

waqia ye kun-fakan se bhi bahut pahle ka hai
ek bashar ka nur tha qindil mein aflak par

doston ki mahfilon se dur hum hote gae
jaise jaise silwaTen paDti gain poshak par

maKHmali honTon pe boson ki nami Thahri hui
sans uljhi zulf bikhri silwaTen poshak par

paniyon ki sazishon ne jab bhanwar Dale 'faraaz'
tabsira karte rahe sab Dubte tairak par

(488) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ne Teri Yaad Mein Sajde Kiye The KHak Par written by Tahir Faraz at UrduPoint. Jis Ne Teri Yaad Mein Sajde Kiye The KHak Par is one of the masterpieces written by Tahir Faraz. You can also find the complete poetry collection of Tahir Faraz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahir Faraz' above.

Jis Ne Teri Yaad Mein Sajde Kiye The KHak Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ne Teri Yaad Mein Sajde Kiye The KHak Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.