Suraj Ki Tarah Apne Hi Mehwar Mein Qaid Hun, Urdu Ghazal By Tahir Tilhari

Suraj Ki Tarah Apne Hi Mehwar Mein Qaid Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahir Tilhari. Suraj Ki Tarah Apne Hi Mehwar Mein Qaid Hun comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Suraj Ki Tarah Apne Hi Mehwar Mein Qaid Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سورج کی طرح اپنے ہی محور میں قید ہوں

طاہر تلہری

سورج کی طرح اپنے ہی محور میں قید ہوں

صدیوں سے روشنی کے سمندر میں قید ہوں

سر سے گزرتی جاتی ہیں لمحوں کی آندھیاں

میں ہوں کہ ماہ و سال کے چکر میں قید ہوں

کیا کیا نہ سوچتا ہوں میں فردا کے باب میں

حالانکہ جانتا ہوں مقدر میں قید ہوں

چاہوں تو کائنات کے خرمن کو پھونک دوں

تم کیا سمجھ رہے ہو کہ پتھر میں قید ہوں

شاید مرا وجود تھا اک حصۂ زمیں

میں خاک ہو کے بھی اسی چکر میں قید ہوں

طاہرؔ میں اک جزیرے کی مانند آج بھی

تشنہ دہن ہوں گو کہ سمندر میں قید ہوں

طاہر تلہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Suraj Ki Tarah Apne Hi Mehwar Mein Qaid Hun

Tahir Tilhari

suraj ki tarah apne hi mehwar mein qaid hun
sadiyon se raushni ke samundar mein qaid hun

sar se guzarti jati hain lamhon ki aandhiyan
main hun ki mah-o-sal ke chakkar mein qaid hun

kya kya na sochta hun main farda ke bab mein
haalanki jaanta hun muqaddar mein qaid hun

chahun to kaenat ke KHirman ko phunk dun
tum kya samajh rahe ho ki patthar mein qaid hun

shayad mera wajud tha ek hissa-e-zamin
main KHak ho ke bhi isi chakkar mein qaid hun

'tahir' main ek jazire ki manind aaj bhi
tishna-dahan hun go ki samundar mein qaid hun

(793) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Suraj Ki Tarah Apne Hi Mehwar Mein Qaid Hun written by Tahir Tilhari at UrduPoint. Suraj Ki Tarah Apne Hi Mehwar Mein Qaid Hun is one of the masterpieces written by Tahir Tilhari. You can also find the complete poetry collection of Tahir Tilhari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahir Tilhari' above.

Suraj Ki Tarah Apne Hi Mehwar Mein Qaid Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Suraj Ki Tarah Apne Hi Mehwar Mein Qaid Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.