Jo Bhi Haq Par Ho Wahi Dar-o-rasan Tak Pahunche, Urdu Ghazal By Tahira Jabeen

Jo Bhi Haq Par Ho Wahi Dar-o-rasan Tak Pahunche is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahira Jabeen. Jo Bhi Haq Par Ho Wahi Dar-o-rasan Tak Pahunche comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Jo Bhi Haq Par Ho Wahi Dar-o-rasan Tak Pahunche on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو بھی حق پر ہو وہی دار و رسن تک پہنچے

طاہرہ جبیں

جو بھی حق پر ہو وہی دار و رسن تک پہنچے

آدمی آج کا یوں رسم کہن تک پہنچے

بات ہو گل کی جہاں اس کے لبوں تک آئے

ذکر جب سرو کا ہو اس کے بدن تک پہنچے

میں نے ٹھانی ہے حفاظت میں کروں گی اس کی

ہو جو ہمت تو خزاں میرے چمن تک پہنچے

یہ بدن ڈھال بنا لوں گی ہوا کے آگے

گرم جھونکا جو کوئی میرے وطن تک پہنچے

اور بھی ہوں گے یہاں لاکھ سخن ور لیکن

کوئی تو ہو جو مری طرز سخن تک پہنچے

طاہرہ جبیں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Bhi Haq Par Ho Wahi Dar-o-rasan Tak Pahunche

Tahira Jabeen

jo bhi haq par ho wahi dar-o-rasan tak pahunche
aadmi aaj ka yun rasm-e-kohan tak pahunche

baat ho gul ki jahan us ke labon tak aae
zikr jab sarw ka ho us ke badan tak pahunche

main ne Thani hai hifazat main karungi us ki
ho jo himmat to KHizan mere chaman tak pahunche

ye badan Dhaal bana lungi hawa ke aage
garm jhonka jo koi mere watan tak pahunche

aur bhi honge yahan lakh suKHan-war lekin
koi to ho jo meri tarz-e-suKHan tak pahunche

(356) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Bhi Haq Par Ho Wahi Dar-o-rasan Tak Pahunche written by Tahira Jabeen at UrduPoint. Jo Bhi Haq Par Ho Wahi Dar-o-rasan Tak Pahunche is one of the masterpieces written by Tahira Jabeen. You can also find the complete poetry collection of Tahira Jabeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahira Jabeen' above.

Jo Bhi Haq Par Ho Wahi Dar-o-rasan Tak Pahunche is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Bhi Haq Par Ho Wahi Dar-o-rasan Tak Pahunche, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.