Thahra Ke Ek Adhuri Mulaqat Der Tak, Urdu Ghazal By Talib Husain Talib

Thahra Ke Ek Adhuri Mulaqat Der Tak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Talib Husain Talib. Thahra Ke Ek Adhuri Mulaqat Der Tak comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Thahra Ke Ek Adhuri Mulaqat Der Tak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ٹھہرا کے ایک ادھوری ملاقات دیر تک

طالب حسین طالب

ٹھہرا کے ایک ادھوری ملاقات دیر تک

دو سائے سر بہ زانو تھے کل رات دیر تک

نکلا نہ سانس بھر کسی گل دائرے سے پاؤں

تھی محو بازگشت کوئی بات دیر تک

میں رسم الوداع میں بھی کم سخن رہا

لہرائے بار بار مرے ہاتھ دیر تک

اور شرط گفتگو کو طرح دے کے ایک بار

وہ بھی سلگ اٹھا تھا مرے ساتھ دیر تک

ترتیب بولتی ہے سلیقہ اسی کا ہے

یہ ہاتھ چھو نہ پائیں گے سوغات دیر تک

طالب حسین طالب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Thahra Ke Ek Adhuri Mulaqat Der Tak

Talib Husain Talib

Thahra ke ek adhuri mulaqat der tak
do sae sar-ba-zanu the kal raat der tak

nikla na sans bhar kisi gul-daere se panw
thi mahw-e-bazgasht koi baat der tak

main rasm-e-alwidaa mein bhi kam-suKHan raha
lahrae bar bar mere hath der tak

aur shart-e-guftugu ko tarah de ke ek bar
wo bhi sulag uTha tha mere sath der tak

tartib bolti hai saliqa usi ka hai
ye hath chhu na paenge saughat der tak

(370) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Thahra Ke Ek Adhuri Mulaqat Der Tak written by Talib Husain Talib at UrduPoint. Thahra Ke Ek Adhuri Mulaqat Der Tak is one of the masterpieces written by Talib Husain Talib. You can also find the complete poetry collection of Talib Husain Talib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Talib Husain Talib' above.

Thahra Ke Ek Adhuri Mulaqat Der Tak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Thahra Ke Ek Adhuri Mulaqat Der Tak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.