Ek Jabr-e-mustaqil Hai Musalsal Azab Hai, Urdu Ghazal By Talib Mehmood

Ek Jabr-e-mustaqil Hai Musalsal Azab Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Talib Mehmood. Ek Jabr-e-mustaqil Hai Musalsal Azab Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Jabr-e-mustaqil Hai Musalsal Azab Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک جبر مستقل ہے مسلسل عذاب ہے

طالب محمود

اک جبر مستقل ہے مسلسل عذاب ہے

کہنے کو زندگی پہ غضب کا شباب ہے

پوچھا کسی نے حال تو دیوانہ رو دیا

کتنا حسین کتنا مکمل جواب ہے

کیوں تلخیٔ حیات کا احساس ہو چلا

یارو ابھی تو رقص میں جام شراب ہے

اس عہد ارتقا میں حقیقت کے دور میں

انسان کا وجود ابھی تک سراب ہے

پائے گی کیا فروغ شب تار زندگی

پنہاں ہر ایک ذرہ میں اک آفتاب ہے

طالبؔ یہ ایک لمحۂ عشرت کی ہے سزا

مدت سے دل رہین غم بے حساب ہے

طالب محمود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Jabr-e-mustaqil Hai Musalsal Azab Hai

Talib Mehmood

ek jabr-e-mustaqil hai musalsal azab hai
kahne ko zindagi pe ghazab ka shabab hai

puchha kisi ne haal to diwana ro diya
kitna hasin kitna mukammal jawab hai

kyon talKHi-e-hayat ka ehsas ho chala
yaro abhi to raqs mein jam-e-sharab hai

is ahd-e-irtiqa mein haqiqat ke daur mein
insan ka wajud abhi tak sarab hai

paegi kya farogh shab-e-tar-e-zindagi
pinhan har ek zarre mein ek aaftab hai

'talib' ye ek lamha-e-ishrat ki hai saza
muddat se dil rahin-e-gham-e-be-hisab hai

(553) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Jabr-e-mustaqil Hai Musalsal Azab Hai written by Talib Mehmood at UrduPoint. Ek Jabr-e-mustaqil Hai Musalsal Azab Hai is one of the masterpieces written by Talib Mehmood. You can also find the complete poetry collection of Talib Mehmood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Talib Mehmood' above.

Ek Jabr-e-mustaqil Hai Musalsal Azab Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Jabr-e-mustaqil Hai Musalsal Azab Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.