Bughz Nafrat Ko Bahut Dur Kahin Rakhte Hain, Urdu Ghazal By Tanveer Akhtar

Bughz Nafrat Ko Bahut Dur Kahin Rakhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanveer Akhtar. Bughz Nafrat Ko Bahut Dur Kahin Rakhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bughz Nafrat Ko Bahut Dur Kahin Rakhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بغض نفرت کو بہت دور کہیں رکھتے ہیں

تنویر اختر

بغض نفرت کو بہت دور کہیں رکھتے ہیں

خانۂ دل میں محبت کا مکیں رکھتے ہیں

ہم تری سمت بکھیریں گے دعا کے جگنو

اک یہی لفظ ہنر اپنے تئیں رکھتے ہیں

ہم لبوں پر ہی سجاتے ہیں تبسم کے گلاب

لذت درد انا دل کے قریں رکھتے ہیں

ہیں تر و تازہ تری فکر کے گل بوٹے تو

ہم بھی خوش رنگ خیالات زمیں رکھتے ہیں

فاقہ مستی سے ہی فرصت نہیں ملتی اخترؔ

ورنہ کشکول میں ہم نان جویں رکھتے ہیں

تنویر اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bughz Nafrat Ko Bahut Dur Kahin Rakhte Hain

Tanveer Akhtar

bughz nafrat ko bahut dur kahin rakhte hain
KHana-e-dil mein mohabbat ka makin rakhte hain

hum teri samt bikherenge dua ke jugnu
ek yahi lafz-e-hunar apne tain rakhte hain

hum labon par hi sajate hain tabassum ke gulab
lazzat-e-dard-e-ana dil ke qarin rakhte hain

hain tar-o-taza teri fikr ke gul-buTe to
hum bhi KHush-rang KHayalat zamin rakhte hain

faqa-masti se hi fursat nahin milti 'aKHtar'
warna kashkol mein hum nan-e-jawin rakhte hain

(1093) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bughz Nafrat Ko Bahut Dur Kahin Rakhte Hain written by Tanveer Akhtar at UrduPoint. Bughz Nafrat Ko Bahut Dur Kahin Rakhte Hain is one of the masterpieces written by Tanveer Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Tanveer Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanveer Akhtar' above.

Bughz Nafrat Ko Bahut Dur Kahin Rakhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bughz Nafrat Ko Bahut Dur Kahin Rakhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.