Table Ke Jaisi Qabr Pe Khaali Glass Hai, Urdu Ghazal By Tanveer Ghazi

Table Ke Jaisi Qabr Pe Khaali Glass Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanveer Ghazi. Table Ke Jaisi Qabr Pe Khaali Glass Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Table Ke Jaisi Qabr Pe Khaali Glass Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ٹیبل کے جیسی قبر پہ خالی گلاس ہے

تنویر غازی

ٹیبل کے جیسی قبر پہ خالی گلاس ہے

اس میں ضرور دفن کوئی دیوداس ہے

اک تیری سادگی ہے جو بارش کی پہلی بوند

اک میری عاشقی ہے جو پتھر کی پیاس ہے

آگے تو اور سخت سلیبس ہیں جان من

یہ بے قراری عشق کی پہلی کلاس ہے

حالانکہ تم سے اب کوئی رشتہ نہیں مگر

جس دن سے تم گئی ہو مرا جی اداس ہے

ناکام ہو گئیں سبھی چنگاریاں مری

کمبخت اس کی یاد ہی بھیگی کپاس ہے

تنویر غازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Table Ke Jaisi Qabr Pe Khaali Glass Hai

Tanveer Ghazi

Table ke jaisi qabr pe KHali glass hai
is mein zarur dafn koi dewdas hai

ek teri sadgi hai jo barish ki pahli bund
ek meri aashiqi hai jo patthar ki pyas hai

aage to aur saKHt syllabus hain jaan-e-man
ye be-qarari ishq ki pahli class hai

haalanki tum se ab koi rishta nahin magar
jis din se tum gai ho mera ji udas hai

nakaam ho gain sabhi chingariyan meri
kambaKHt us ki yaad hi bhigi kapas hai

(202) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Table Ke Jaisi Qabr Pe Khaali Glass Hai written by Tanveer Ghazi at UrduPoint. Table Ke Jaisi Qabr Pe Khaali Glass Hai is one of the masterpieces written by Tanveer Ghazi. You can also find the complete poetry collection of Tanveer Ghazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanveer Ghazi' above.

Table Ke Jaisi Qabr Pe Khaali Glass Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Table Ke Jaisi Qabr Pe Khaali Glass Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.