Yahan Kya Qatl KHwabon Ka Hua Hai, Urdu Ghazal By Tanveer Ghazi

Yahan Kya Qatl KHwabon Ka Hua Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanveer Ghazi. Yahan Kya Qatl KHwabon Ka Hua Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yahan Kya Qatl KHwabon Ka Hua Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہاں کیا قتل خوابوں کا ہوا ہے

تنویر غازی

یہاں کیا قتل خوابوں کا ہوا ہے

تری آنکھوں میں کیوں کرفیو لگا ہے

میں جس کے عشق میں مٹی ہوا تھا

اسے سونے کے پانی سے لکھا ہے

مری آنکھوں میں اکثر دکھنے والا

مری آواز کے پیچھے چھپا ہے

جہاں بچھڑے تھے ہم ان ساحلوں پر

ہمارا نام لہروں نے لکھا ہے

اسی سے جل رہی ہے میری سگریٹ

جو میری میز پر سورج رکھا ہے

تنویر غازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yahan Kya Qatl KHwabon Ka Hua Hai

Tanveer Ghazi

yahan kya qatl KHwabon ka hua hai
teri aankhon mein kyon curfew laga hai

main jis ke ishq mein miTTi hua tha
use sone ke pani se likha hai

meri aankhon mein aksar dikhne wala
meri aawaz ke pichhe chhupa hai

jahan bichhDe the hum un sahilon par
hamara nam lahron ne likha hai

usi se jal rahi hai meri cigarette
jo meri mez par suraj rakha hai

(218) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yahan Kya Qatl KHwabon Ka Hua Hai written by Tanveer Ghazi at UrduPoint. Yahan Kya Qatl KHwabon Ka Hua Hai is one of the masterpieces written by Tanveer Ghazi. You can also find the complete poetry collection of Tanveer Ghazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanveer Ghazi' above.

Yahan Kya Qatl KHwabon Ka Hua Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yahan Kya Qatl KHwabon Ka Hua Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.