Bhar Ke Palkon Ke Darmiyan MiTTi, Urdu Ghazal By Tanvir Wasfi

Bhar Ke Palkon Ke Darmiyan MiTTi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanvir Wasfi. Bhar Ke Palkon Ke Darmiyan MiTTi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bhar Ke Palkon Ke Darmiyan MiTTi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بھر کے پلکوں کے درمیاں مٹی

تنویر وصفی

بھر کے پلکوں کے درمیاں مٹی

ہم نے خود کر دیا جہاں مٹی

خواب دنیا سے کچھ الگ دیکھے

آسماں فرش سائباں مٹی

جانتیں گر ابو تراب کی بو

رکھتیں نافوں میں ہرنیاں مٹی

آب و دانہ تو اٹھ چکا کب کا

دیکھیں لے جائے اب کہاں مٹی

مرحلے وار ہو چکے ہم بھی

آگ پانی ہوا دھواں مٹی

تنویر وصفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bhar Ke Palkon Ke Darmiyan MiTTi

Tanvir Wasfi

bhar ke palkon ke darmiyan miTTi
hum ne KHud kar diya jahan miTTi

KHwab duniya se kuchh alag dekhe
aasman farsh saeban miTTi

jaantin gar abu-turab ki bu
rakhtin nafon mein hirniyan miTTi

aab-o-dana to uTh chuka kab ka
dekhen le jae ab kahan miTTi

marhale-war ho chuke hum bhi
aag pani hawa dhuan miTTi

(200) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bhar Ke Palkon Ke Darmiyan MiTTi written by Tanvir Wasfi at UrduPoint. Bhar Ke Palkon Ke Darmiyan MiTTi is one of the masterpieces written by Tanvir Wasfi. You can also find the complete poetry collection of Tanvir Wasfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanvir Wasfi' above.

Bhar Ke Palkon Ke Darmiyan MiTTi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bhar Ke Palkon Ke Darmiyan MiTTi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.