Dariya Mein Tughyani Hai, Urdu Ghazal By Tanweer Gauhar

Dariya Mein Tughyani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanweer Gauhar. Dariya Mein Tughyani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dariya Mein Tughyani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریا میں طغیانی ہے

تنویر گوہر

دریا میں طغیانی ہے

بستی بستی پانی ہے

آہ کہ جنگل ہیں آباد

شہروں میں ویرانی ہے

مشکل سے اب کیا ڈرنا

اس میں ہی آسانی ہے

دنیا کی کیا چاہ کریں

دنیا آنی جانی ہے

اس کو تو پچھتانا ہے

جس نے دل کی مانی ہے

میں بھی من کا راجا ہوں

وہ بھی دل کی رانی ہے

اے دل اس کو بھول بھی جا

یہ کیسی من مانی ہے

موت سے گوہرؔ ڈرنا کیا

موت تو اک دن آنی ہے

تنویر گوہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariya Mein Tughyani Hai

Tanweer Gauhar

dariya mein tughyani hai
basti basti pani hai

aah ki jangal hain aabaad
shahron mein virani hai

mushkil se ab kya Darna
is mein hi aasani hai

duniya ki kya chah karen
duniya aani-jaani hai

us ko to pachhtana hai
jis ne dil ki mani hai

main bhi man ka raja hun
wo bhi dil ki rani hai

ai dil us ko bhul bhi ja
ye kaisi man-mani hai

maut se 'gauhar' Darna kya
maut to ek din aani hai

(217) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariya Mein Tughyani Hai written by Tanweer Gauhar at UrduPoint. Dariya Mein Tughyani Hai is one of the masterpieces written by Tanweer Gauhar. You can also find the complete poetry collection of Tanweer Gauhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanweer Gauhar' above.

Dariya Mein Tughyani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariya Mein Tughyani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.