Ishq Ki Duniya Ka Ye Dastur Hona Chahiye, Urdu Ghazal By Tarif Niyazi

Ishq Ki Duniya Ka Ye Dastur Hona Chahiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tarif Niyazi. Ishq Ki Duniya Ka Ye Dastur Hona Chahiye comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Ki Duniya Ka Ye Dastur Hona Chahiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق کہ دنیا کا یہ دستور ہونا چاہئے

طارف نیازی

عشق کہ دنیا کا یہ دستور ہونا چاہئے

قربتوں میں فاصلہ منظور ہونا چاہئے

سرو قد سیمیں بدن آنکھیں نشیلی سرخ ہونٹ

آپ کو تھوڑا بہت مغرور ہونا چاہئے

خود بہ خود آ جائے گا تجھ کو سلیقہ پیار کا

سامنے تیرے کوئی مغرور ہونا چاہئے

گر تجھے محسوس کرنا ہے محبت کا مزہ

پیار جو کرتا ہے تجھ سے دور ہونا چاہئے

گر تجھے تنقید کرنا ہے کسی کے شعر پر

تیری بھی کوئی غزل مشہور ہونا چاہئے

طارف نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Ki Duniya Ka Ye Dastur Hona Chahiye

Tarif Niyazi

ishq ki duniya ka ye dastur hona chahiye
qurbaton mein fasla manzur hona chahiye

sarw-qad simin-badan aankhen nashili surKH honT
aap ko thoDa bahut maghrur hona chahiye

KHud-ba-KHud aa jaega tujh ko saliqa pyar ka
samne tere koi maghrur hona chahiye

gar tujhe mahsus karna hai mohabbat ka maza
pyar jo karta hai tujh se dur hona chahiye

gar tujhe tanqid karna hai kisi ke sher par
teri bhi koi ghazal mashhur hona chahiye

(414) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Ki Duniya Ka Ye Dastur Hona Chahiye written by Tarif Niyazi at UrduPoint. Ishq Ki Duniya Ka Ye Dastur Hona Chahiye is one of the masterpieces written by Tarif Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Tarif Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tarif Niyazi' above.

Ishq Ki Duniya Ka Ye Dastur Hona Chahiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Ki Duniya Ka Ye Dastur Hona Chahiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.