Aaj Jo Kuchh Bhi Meri Izzat Hai, Urdu Ghazal By Tarif Niyazi

Aaj Jo Kuchh Bhi Meri Izzat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tarif Niyazi. Aaj Jo Kuchh Bhi Meri Izzat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Jo Kuchh Bhi Meri Izzat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج جو کچھ بھی میری عزت ہے

طارف نیازی

آج جو کچھ بھی میری عزت ہے

بس میرے یار کی بدولت ہے

عشق کر عشق اے دل ناداں

عشق سب سے بڑی عبادت ہے

لیجئے آج کہہ ہی دیتے ہیں

ہاں ہمیں آپ سے محبت ہے

جتنا جی چاہے کھیلئے دل سے

آپ کو ہر طرح اجازت ہے

چاہتا ہوں کی دیکھتا ہی رہوں

وہ جو ایک چاند جیسی صورت ہے

اس زمانہ میں پیار کا مطلب

صرف ایک رات کی ضرورت ہے

جس پہ شاہوں کے سر بھی جھکتے ہیں

ایسے ایک در سے میری نسبت ہے

ایسے ماحول میں میاں تعریفؔ

جی رہے ہیں یہی غنیمت ہے

طارف نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Jo Kuchh Bhi Meri Izzat Hai

Tarif Niyazi

aaj jo kuchh bhi meri izzat hai
bas mere yar ki badaulat hai

ishq kar ishq ai dil-e-nadan
ishq sab se baDi ibaadat hai

lijiye aaj kah hi dete hain
han hamein aap se mohabbat hai

jitna ji chahe kheliye dil se
aap ko har tarah ijazat hai

chahta hun ki dekhta hi rahun
wo jo ek chand jaisi surat hai

is zamana mein pyar ka matlab
sirf ek raat ki zarurat hai

jis pe shahon ke sar bhi jhukte hain
aise ek dar se meri nisbat hai

aise mahaul mein miyan 'tarif'
ji rahe hain yahi ghanimat hai

(642) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Jo Kuchh Bhi Meri Izzat Hai written by Tarif Niyazi at UrduPoint. Aaj Jo Kuchh Bhi Meri Izzat Hai is one of the masterpieces written by Tarif Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Tarif Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tarif Niyazi' above.

Aaj Jo Kuchh Bhi Meri Izzat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Jo Kuchh Bhi Meri Izzat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.