KHwab Mein Pahle To Kuchh Chehre Nazar Aane Lage, Urdu Ghazal By Tarif Niyazi

KHwab Mein Pahle To Kuchh Chehre Nazar Aane Lage is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tarif Niyazi. KHwab Mein Pahle To Kuchh Chehre Nazar Aane Lage comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwab Mein Pahle To Kuchh Chehre Nazar Aane Lage on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواب میں پہلے تو کچھ چہرے نظر آنے لگے

طارف نیازی

خواب میں پہلے تو کچھ چہرے نظر آنے لگے

اور پھر ان پر کئی پردے نظر آنے لگے

عشق میں اک دو نہیں سارے نظر آنے لگے

سب تمہارے پیار کے مارے نظر آنے لگے

بے مزا سی ہو گئی ہے تب سے میری شاعری

جب سے تیرے حسن پر پہرے نظر آنے لگے

آپ کو تو عشق کرنے کا بہت ہی شوق تھا

کیا ہوا دو دن میں ہی تارے نظر آنے لگے

جن کو اپنے حسن پر حد سے زیادہ تھا غرور

وہ ہمارے عشق میں ہارے نظر آنے لگے

طارف نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwab Mein Pahle To Kuchh Chehre Nazar Aane Lage

Tarif Niyazi

KHwab mein pahle to kuchh chehre nazar aane lage
aur phir un par kai parde nazar aane lage

ishq mein ek do nahin sare nazar aane lage
sab tumhaare pyar ke mare nazar aane lage

be-maza si ho gai hai tab se meri shaeri
jab se tere husn par pahre nazar aane lage

aap ko to ishq karne ka bahut hi shauq tha
kya hua do din mein hi tare nazar aane lage

jin ko apne husn par had se ziyaada tha ghurur
wo hamare ishq mein haare nazar aane lage

(340) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwab Mein Pahle To Kuchh Chehre Nazar Aane Lage written by Tarif Niyazi at UrduPoint. KHwab Mein Pahle To Kuchh Chehre Nazar Aane Lage is one of the masterpieces written by Tarif Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Tarif Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tarif Niyazi' above.

KHwab Mein Pahle To Kuchh Chehre Nazar Aane Lage is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwab Mein Pahle To Kuchh Chehre Nazar Aane Lage, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.