Roz Pani Kahan Mayassar Hai, Urdu Ghazal By Tariq Shaheen

Roz Pani Kahan Mayassar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tariq Shaheen. Roz Pani Kahan Mayassar Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Roz Pani Kahan Mayassar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روز پانی کہاں میسر ہے

طارق شاہین

روز پانی کہاں میسر ہے

زندگی ریت کا سمندر ہے

کس قدر دل فریب منظر ہے

ایک مینار اک کبوتر ہے

راستوں میں سکون پاتا ہوں

میرا گھر میرے گھر کے باہر ہے

اپنی مٹھی تو کھول دوں لیکن

میری مٹھی میں اک مقدر ہے

تازہ سورج کی دین ہے یارو

پھول کے ہاتھ میں بھی پتھر ہے

روز یادوں کے پھول کھلتے ہیں

میرے آنگن میں اک صنوبر ہے

جیسے جاگیر مل گئی ہو اسے

کس قدر خوش مجھے گنوا کر ہے

آپ طارقؔ میاں سے ملئے گا

آدمی کیا ہے اک قلندر ہے

طارق شاہین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Roz Pani Kahan Mayassar Hai

Tariq Shaheen

roz pani kahan mayassar hai
zindagi ret ka samundar hai

kis qadar dil-fareb manzar hai
ek minar ek kabutar hai

raston mein sukun pata hun
mera ghar mere ghar ke bahar hai

apni muTThi to khol dun lekin
meri muTThi mein ek muqaddar hai

taza suraj ki den hai yaro
phul ke hath mein bhi patthar hai

roz yaadon ke phul khilte hain
mere aangan mein ek sanobar hai

jaise jagir mil gai ho use
kis qadar KHush mujhe ganwa kar hai

aap 'tariq' miyan se miliyega
aadmi kya hai ek qalandar hai

(504) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Roz Pani Kahan Mayassar Hai written by Tariq Shaheen at UrduPoint. Roz Pani Kahan Mayassar Hai is one of the masterpieces written by Tariq Shaheen. You can also find the complete poetry collection of Tariq Shaheen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Shaheen' above.

Roz Pani Kahan Mayassar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Roz Pani Kahan Mayassar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.