Kaun Hai Nek Kaun Bad Hai Yahan, Urdu Ghazal By Tasleem Ilahi Zulfi

Kaun Hai Nek Kaun Bad Hai Yahan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tasleem Ilahi Zulfi. Kaun Hai Nek Kaun Bad Hai Yahan comes under the Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Hai Nek Kaun Bad Hai Yahan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون ہے نیک کون بد ہے یہاں

تسلیم الہی زلفی

کون ہے نیک کون بد ہے یہاں

کس کے ہاتھوں میں یہ سند ہے یہاں

کھلتے جاتے ہیں کائنات کے بھید

جو ازل ہے وہی ابد ہے یہاں

جو نظر آئے وہ حقیقت ہے

جو کہا جائے مستند ہے یہاں

کتنی مدت سے دیکھتا ہوں میں

اک تماشائے خال و خد ہے یہاں

جو کسی طور جل نہیں پائے

ان چراغوں کی کوئی حد ہے یہاں

اپنی پہچان کے لیے زلفیؔ

کیا شمار اور کیا عدد ہے یہاں

تسلیم الہی زلفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Hai Nek Kaun Bad Hai Yahan

Tasleem Ilahi Zulfi

kaun hai nek kaun bad hai yahan
kis ke hathon mein ye sanad hai yahan

khulte jate hain kaenat ke bhed
jo azal hai wahi abad hai yahan

jo nazar aae wo haqiqat hai
jo kaha jae mustanad hai yahan

kitni muddat se dekhta hun main
ek tamasha-e-KHal-o-KHad hai yahan

jo kisi taur jal nahin pae
un charaghon ki koi had hai yahan

apni pahchan ke liye 'zulfi'
kya shumar aur kya adad hai yahan

(1366) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kaun Hai Nek Kaun Bad Hai Yahan written by Tasleem Ilahi Zulfi at UrduPoint. Kaun Hai Nek Kaun Bad Hai Yahan is one of the masterpieces written by Tasleem Ilahi Zulfi. You can also find the complete poetry collection of Tasleem Ilahi Zulfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tasleem Ilahi Zulfi' above.

Kaun Hai Nek Kaun Bad Hai Yahan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Hai Nek Kaun Bad Hai Yahan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sufi Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.