Nazar Nazar Se Mila Kar Sharab Pite Hain, Urdu Ghazal By Tasneem Faruqi

Nazar Nazar Se Mila Kar Sharab Pite Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tasneem Faruqi. Nazar Nazar Se Mila Kar Sharab Pite Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Nazar Se Mila Kar Sharab Pite Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر نظر سے ملا کر شراب پیتے ہیں

تسنیم فاروقی

نظر نظر سے ملا کر شراب پیتے ہیں

ہم ان کو پاس بیٹھا کر شراب پیتے ہیں

اسی لیے تو اندھیرا ہے مے کدہ میں بہت

یہاں گھروں کو جلا کر شراب پیتے ہیں

ہمیں تمہارے سوا کچھ نظر نہیں آتا

تمہیں نظر میں سجا کر شراب پیتے ہیں

انہیں کے حصہ میں آتی ہے پیاس بھی اکثر

جو دوسروں کو پلا کر شراب پیتے ہیں

تسنیم فاروقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Nazar Se Mila Kar Sharab Pite Hain

Tasneem Faruqi

nazar nazar se mila kar sharab pite hain
hum un ko pas baiTha kar sharab pite hain

isi liye to andhera hai mai-kade mein bahut
yahan gharon ko jala kar sharab pite hain

hamein tumhaare siwa kuchh nazar nahin aata
tumhein nazar mein saja kar sharab pite hain

unhin ke hisse mein aati hai pyas bhi aksar
jo dusron ko pila kar sharab pite hain

(371) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Nazar Se Mila Kar Sharab Pite Hain written by Tasneem Faruqi at UrduPoint. Nazar Nazar Se Mila Kar Sharab Pite Hain is one of the masterpieces written by Tasneem Faruqi. You can also find the complete poetry collection of Tasneem Faruqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tasneem Faruqi' above.

Nazar Nazar Se Mila Kar Sharab Pite Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Nazar Se Mila Kar Sharab Pite Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.