Kabhi Iqrar Hona Tha Kabhi Inkar Hona Tha, Urdu Ghazal By Umair Manzar

Kabhi Iqrar Hona Tha Kabhi Inkar Hona Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umair Manzar. Kabhi Iqrar Hona Tha Kabhi Inkar Hona Tha comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Iqrar Hona Tha Kabhi Inkar Hona Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی اقرار ہونا تھا کبھی انکار ہونا تھا

عمیر منظر

کبھی اقرار ہونا تھا کبھی انکار ہونا تھا

اسے کس کس طرح سے در پئے آزار ہونا تھا

سنا یہ تھا بہت آسودہ ہیں ساحل کے باشندے

مگر ٹوٹی ہوئی کشتی میں دریا پار ہونا تھا

صدائے الاماں دیوار گریہ سے پلٹ آئی

مقدر کوفہ و کابل کا جو مسمار ہونا تھا

مقدر کے نوشتے میں جو لکھا ہے وہی ہوگا

یہ مت سوچو کہ کس پر کس طرح سے وار ہونا تھا

یہاں ہم نے کسی سے دل لگایا ہی نہیں منظرؔ

کہ اس دنیا سے آخر ایک دن بے زار ہونا تھا

عمیر منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Iqrar Hona Tha Kabhi Inkar Hona Tha

Umair Manzar

kabhi iqrar hona tha kabhi inkar hona tha
use kis kis tarah se dar-paye aazar hona tha

suna ye tha bahut aasuda hain sahil ke bashinde
magar TuTi hui kashti mein dariya par hona tha

sada-e-al-aman diwar-e-girya se palaT aai
muqaddar kufa o kabul ka jo mismar hona tha

muqaddar ke nawishte mein jo likkha hai wahi hoga
ye mat socho ki kis par kis tarah se war hona tha

yahan hum ne kisi se dil lagaya hi nahin 'manzar'
ki is duniya se aaKHir ek din be-zar hona tha

(239) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Iqrar Hona Tha Kabhi Inkar Hona Tha written by Umair Manzar at UrduPoint. Kabhi Iqrar Hona Tha Kabhi Inkar Hona Tha is one of the masterpieces written by Umair Manzar. You can also find the complete poetry collection of Umair Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umair Manzar' above.

Kabhi Iqrar Hona Tha Kabhi Inkar Hona Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Iqrar Hona Tha Kabhi Inkar Hona Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.