Jab Kabhi Dard Ka Bazar Dikhai De De, Urdu Ghazal By Umar Khaleeq Azmi

Jab Kabhi Dard Ka Bazar Dikhai De De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Khaleeq Azmi. Jab Kabhi Dard Ka Bazar Dikhai De De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Kabhi Dard Ka Bazar Dikhai De De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب کبھی درد کا بازار دکھائی دے دے

عمر خلیق اعظمی

جب کبھی درد کا بازار دکھائی دے دے

دفعتاً مجھ کو وہ کردار دکھائی دے دے

ایک لہجہ جو کبھی پھول ہوا کرتا تھا

اب جو بولے ہے تو تلوار دکھائی دے دے

اے خدا بس مجھے دنیا میں یہی خواہش ہے

مجھ کو اپنا کوئی غم خوار دکھائی دے دے

چاک پر ٹوٹے ہوئے دل بھی جڑا کرتے ہیں

میں یہ پوچھوں گا جو کمہار دکھائی دے دے

موت سے قبل مری آخری خواہش ہے یہی

کاش اک بار وہ رخسار دکھائی دے دے

عمر خلیق اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Kabhi Dard Ka Bazar Dikhai De De

Umar Khaleeq Azmi

jab kabhi dard ka bazar dikhai de de
dafatan mujh ko wo kirdar dikhai de de

ek lahja jo kabhi phul hua karta tha
ab jo bole hai to talwar dikhai de de

ai KHuda bas mujhe duniya mein yahi KHwahish hai
mujh ko apna koi gham-KHwar dikhai de de

chaak par TuTe hue dil bhi juDa karte hain
main ye puchhunga jo kumhaar dikhai de de

maut se qabl meri aaKHiri KHwahish hai yahi
kash ek bar wo ruKHsar dikhai de de

(229) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Kabhi Dard Ka Bazar Dikhai De De written by Umar Khaleeq Azmi at UrduPoint. Jab Kabhi Dard Ka Bazar Dikhai De De is one of the masterpieces written by Umar Khaleeq Azmi. You can also find the complete poetry collection of Umar Khaleeq Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Khaleeq Azmi' above.

Jab Kabhi Dard Ka Bazar Dikhai De De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Kabhi Dard Ka Bazar Dikhai De De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.