Manjhi Teri Kashti Ke Talabgar Bahut Hain, Urdu Ghazal By Umar Quraishi

Manjhi Teri Kashti Ke Talabgar Bahut Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Quraishi. Manjhi Teri Kashti Ke Talabgar Bahut Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Manjhi Teri Kashti Ke Talabgar Bahut Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مانجھی تری کشتی کے طلب گار بہت ہیں

عمر قریشی

مانجھی تری کشتی کے طلب گار بہت ہیں

کچھ لوگ ہیں اس پار تو اس پار بہت ہیں

جس شہر میں پتھر کی دکاں کھولی ہے تو نے

اس شہر میں شیشے کے خریدار بہت ہیں

اب تک نہ بنا پائے کوئی تاج محل اور

کہنے کو تو اس شہر میں معمار بہت ہیں

تم شور انا الحق کو دبا ہی نہیں سکتے

یہ جان لو منصور سر دار بہت ہیں

خود اپنے سمجھنے کا نہیں ہے کوئی معیار

اوروں کو سمجھنے کے تو معیار بہت ہیں

کچھ سوچ کے تم شہر کی راہوں سے گزرنا

دو ایک جو اپنے ہیں تو اغیار بہت ہیں

کہنے کو تو بستی ہے یہ شوریدہ سروں کی

دیوانے مگر چند ہیں ہشیار بہت ہیں

کیا پاؤ گے انصاف کی زنجیر ہلا کر

اس شہر میں قاتل کے طرف دار بہت ہیں

حالات سبھی ایک حوادث بھی سبھی ایک

خبریں بھی سبھی ایک ہیں اخبار بہت ہیں

میں جا کے عمرؔ اپنی غزل کس کو سناؤں

اس شہر سخنداں میں تو فن کار بہت ہیں

عمر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Manjhi Teri Kashti Ke Talabgar Bahut Hain

Umar Quraishi

manjhi teri kashti ke talabgar bahut hain
kuchh log hain is par to us par bahut hain

jis shahr mein patthar ki dukan kholi hai tu ne
us shahr mein shishe ke KHaridar bahut hain

ab tak na bana pae koi taj-mahal aur
kahne ko to is shahr mein meamar bahut hain

tum shor-e-anal-haq ko daba hi nahin sakte
ye jaan lo mansur sar-e-dar bahut hain

KHud apne samajhne ka nahin hai koi mear
auron ko samajhne ke to mear bahut hain

kuchh soch ke tum shahr ki rahon se guzarna
do ek jo apne hain to aghyar bahut hain

kahne ko to basti hai ye shorida-saron ki
diwane magar chand hain hushiyar bahut hain

kya paoge insaf ki zanjir hila kar
is shahr mein qatil ke taraf-dar bahut hain

haalat sabhi ek hawadis bhi sabhi ek
KHabren bhi sabhi ek hain aKHbar bahut hain

main ja ke 'umar' apni ghazal kis ko sunaun
is shahr-e-suKHan-dan mein to fankar bahut hain

(267) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Manjhi Teri Kashti Ke Talabgar Bahut Hain written by Umar Quraishi at UrduPoint. Manjhi Teri Kashti Ke Talabgar Bahut Hain is one of the masterpieces written by Umar Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Umar Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Quraishi' above.

Manjhi Teri Kashti Ke Talabgar Bahut Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Manjhi Teri Kashti Ke Talabgar Bahut Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.