Ab To Jine Ki Koi Rah Nahin, Urdu Ghazal By Umar Quraishi

Ab To Jine Ki Koi Rah Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Quraishi. Ab To Jine Ki Koi Rah Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab To Jine Ki Koi Rah Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تو جینے کی کوئی راہ نہیں

عمر قریشی

اب تو جینے کی کوئی راہ نہیں

اپنے ہی شہر میں پناہ نہیں

جانتے سب ہیں میرے قاتل کو

پھر بھی میرا کوئی گواہ نہیں

ایک وہ ہیں کہ ہر جفا ہے روا

ایک ہم ہیں کہ اذن آہ نہیں

بھائی بھائی کا ہو گیا دشمن

اب کسی سے بھی رسم و راہ نہیں

بند کر دو عدالتوں کی کتاب

اب کوئی شے یہاں گناہ نہیں

بد نصیبی کی انتہا ہے عمرؔ

روشنی ہے مگر نگاہ نہیں

عمر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab To Jine Ki Koi Rah Nahin

Umar Quraishi

ab to jine ki koi rah nahin
apne hi shahr mein panah nahin

jaante sab hain mere qatil ko
phir bhi mera koi gawah nahin

ek wo hain ki har jafa hai rawa
ek hum hain ki izn-e-ah nahin

bhai bhai ka ho gaya dushman
ab kisi se bhi rasm-o-rah nahin

band kar do adalaton ki kitab
ab koi shai yahan gunah nahin

bad-nasibi ki intiha hai 'umar'
raushni hai magar nigah nahin

(226) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab To Jine Ki Koi Rah Nahin written by Umar Quraishi at UrduPoint. Ab To Jine Ki Koi Rah Nahin is one of the masterpieces written by Umar Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Umar Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Quraishi' above.

Ab To Jine Ki Koi Rah Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab To Jine Ki Koi Rah Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.