Ye Mere Jazb-e-mohabbat Ki Pazirai Hai, Urdu Ghazal By Umar Quraishi

Ye Mere Jazb-e-mohabbat Ki Pazirai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Quraishi. Ye Mere Jazb-e-mohabbat Ki Pazirai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Mere Jazb-e-mohabbat Ki Pazirai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ مرے جذب محبت کی پذیرائی ہے

عمر قریشی

یہ مرے جذب محبت کی پذیرائی ہے

وہ بھی کہنے لگے دیوانہ ہے سودائی ہے

ہر طرف تو ہے تری یاد ہے آہٹ تیری

تیری محفل سے تو اچھی مری تنہائی ہے

اس سے بہتر ہے کہ تجدید محبت کر لے

بے وفا بن کے بھی رہنا تری رسوائی ہے

شیشہ‌ٔ جسم ہوا جاتا ہے ٹکڑے ٹکڑے

یہ قیامت ہے کہ ظالم تری انگڑائی ہے

ایسا بدلا ہے زمانہ کہ الٰہی توبہ

جو تماشا تھا وہی آج تماشائی ہے

مطمئن ہوں میں عمرؔ شیشے کے گھر میں رہ کر

پتھروں سے مری صدیوں کی شناسائی ہے

عمر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Mere Jazb-e-mohabbat Ki Pazirai Hai

Umar Quraishi

ye mere jazb-e-mohabbat ki pazirai hai
wo bhi kahne lage diwana hai saudai hai

har taraf tu hai teri yaad hai aahaT teri
teri mahfil se to achchhi meri tanhai hai

is se behtar hai ki tajdid-e-mohabbat kar le
bewafa ban ke bhi rahna teri ruswai hai

shisha-e-jism hua jata hai TukDe TukDe
ye qayamat hai ki zalim teri angDai hai

aisa badla hai zamana ki ilahi tauba
jo tamasha tha wahi aaj tamashai hai

mutmain hun main 'umar' shishe ke ghar mein rah kar
pattharon se meri sadiyon ki shanasai hai

(212) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Mere Jazb-e-mohabbat Ki Pazirai Hai written by Umar Quraishi at UrduPoint. Ye Mere Jazb-e-mohabbat Ki Pazirai Hai is one of the masterpieces written by Umar Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Umar Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Quraishi' above.

Ye Mere Jazb-e-mohabbat Ki Pazirai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Mere Jazb-e-mohabbat Ki Pazirai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.