Ab To Daraaz Ek Bhi Dast-e-dua Nahin, Urdu Ghazal By Umar Quraishi

Ab To Daraaz Ek Bhi Dast-e-dua Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Quraishi. Ab To Daraaz Ek Bhi Dast-e-dua Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab To Daraaz Ek Bhi Dast-e-dua Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تو دراز ایک بھی دست دعا نہیں

عمر قریشی

اب تو دراز ایک بھی دست دعا نہیں

سب ہیں خدا یہاں پہ کوئی نا خدا نہیں

قدریں بدل چکی ہیں جنون وفا کی اب

شرط وفا بدل دو کوئی بے وفا نہیں

دیکھو گلی میں تم کو صدا دے رہا ہے کون

آواز دینے والے سبھی تو گدا نہیں

اقبالؔ بن کے شکوہ کرو تو ہے بات کچھ

اس دور میں طریقۂ حالیؔ روا نہیں

میں زندگی کے شہر میں نغموں کی جان تھا

صحرا کا اب سکوت ہوں کوئی صدا نہیں

اب لے چلو عمرؔ کسی میخانے میں مجھے

دیر و حرم میں میرے مرض کی دوا نہیں

عمر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab To Daraaz Ek Bhi Dast-e-dua Nahin

Umar Quraishi

ab to daraaz ek bhi dast-e-dua nahin
sab hain KHuda yahan pe koi na-KHuda nahin

qadren badal chuki hain junun-e-wafa ki ab
shart-e-wafa badal do koi bewafa nahin

dekho gali mein tum ko sada de raha hai kaun
aawaz dene wale sabhi to gada nahin

'iqbaal' ban ke shikwa karo to hai baat kuchh
is daur mein tariqa-e-'haali' rawa nahin

main zindagi ke shahr mein naghmon ki jaan tha
sahra ka ab sukut hun koi sada nahin

ab le chalo 'umar' kisi maiKHane mein mujhe
dair-o-haram mein mere maraz ki dawa nahin

(255) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab To Daraaz Ek Bhi Dast-e-dua Nahin written by Umar Quraishi at UrduPoint. Ab To Daraaz Ek Bhi Dast-e-dua Nahin is one of the masterpieces written by Umar Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Umar Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Quraishi' above.

Ab To Daraaz Ek Bhi Dast-e-dua Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab To Daraaz Ek Bhi Dast-e-dua Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.